UP Madarsa Exam Time Table 2022:- Hello Friends, Uttar Pradesh Madarsa Board ne Fazil (IX), Munshi (X), Molvi (XI) & Alim (XII) courses ke Exam ke liye Time table 2022 release kar diya hai. Yadi aap Madarsa Board ke students hai, Aur is Session me Munshi, Maulvi, Alim, Kamil courses ke Board Exam me shamil hone ja rahe hai, To aap is Exam ka Time Table online download kar sakte hai. Hame aaj ke is post me UP Madarsa Board Exam Time Table 2022 download karne ke liye direct link provide kiya hai.
Uttar Pradesh Board of Madarsa Education ne apne official website @madarsaboard.upsdc.gov.in par Munshi, Maulvi, Alim, Kamil 9th, 10th, 11th, 12th Exam Time Table 2022 jari kar diya hai. UP Madarsa Board Exam Time table download karne ke liye direct link niche share kiya gaya hai. Aap sabhi students Uttar Pradesh Madarsa Examination ke liye Exam Schedule niche is post me dekh sakte hai.
Latest Update :- Uttar Pradesh Madarsa Board bahut hi jald Fazil (IX), Munshi (X), Molvi (XI) & Alim (XII) Exam Time Table 2021 release karega. Aap sabhi students is page me diye gaye Direct link se Exam Time Table online download kar sakte hai.
UP Madarsa Board Time Table 2022
Uttar Pradesh ke jo bhi students UP Madarsa course me padhai kar rahe hai, Ve sabhi Madarsa Board Fazil (IX), Munshi (X), Molvi (XI) & Alim (XII) Course ke Exam me shamil honge. UP Madarsa Board ne apne official website @madarsaboard.upsdc.gov.in par Madarsa Board Exam Time Table 2022 jari karega. Aap sabhi students UP Madarsa Board Exam Time Table ki puri details yaha is post me prapt kar sakte hai.
Uttar Pradesh Board Of Madarsa Education May – June 2022 mahine me Fazil, Munshi, Molvi & Alim courses ke liye Annual Examinations ka aayojn karta hai. Jo bhi students UP Madarsa Exam Date jari hone ka wait kar rahe hai, Unke liye ek good news hai. Uttar Pradesha ke jo bhi students Madarsa Examination me shamil hone vale hai, Ve Exam Schedule PDF form me download kar sakte hai.
UP Madarsa Board Exam Date Sheet 2022 – Details
UP Madarsa Board ke Fazil, Munshi, Molvi, Kamil & Alim courses ke Examination me lakho students shamil hote hai, Jo ki ab Madarsa Board Annual Exam Date 2022 ki khoj kar rahe hai. Abhi aap sabhi students ke jankari ke liye bata den, UP Madarsa Board ne abhi Time Table PDF release nahi kiya hai, Lekin bahut hi jald iska Exam time table jari kar diya jayega.
Board Name | Uttar Pradesh Board Of Madarsa Education |
Exam Date | May/June Month of 2022 |
Time Table Release date | April/May 2022 |
Exam Type | Fazil, Munshi, Molvi, Kamil & Alim Examination |
Time Table Release mode | online |
Article Category | UP Madarsa Exam Tim Table |
Admit Card | Available Soon |
Official Website | www.madarsaboard.upsdc.gov.in |
Uttar Pradesh Madarsa Exam Time Table 2022
Uttar Pradesh Board Of Madarsa Education ne Madarsa Board Exam 2022 ke liye Time Table/ Routine online jari kar diya hai. UP Madarsa Board yah Madarsa Board Exam May 2022 se aayojit karne ja raha hai. Yah UP Madarsa Board ke Sabhi student is Exam ke liye registration karnege, Uske bad Admit Card download karke is exam me shamil ho sakte hai.
UP Madarsa Board ne Fazil (IX), Munshi (X), Molvi (XI) & Alim (XII) Courses ka Exam Time Table online jari kiya hai. Aap sabhi students in sabhi subjects ka Time table niche diye gaye direct link se dekh sakte hai.
How To Download Madarsa Exam Time Table 2022?
Yadi aap UP Madarsa Board Exam Time table 2022 online download karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
- Sabse pahle aap UP Madarsa Board ke official website @madarsaboard.upsdc.gov.in par visit kare.
- Iske home page par “Madarsa Examination” tab par click kare.
- Agle page par aap “Wastania, Fauqania, Moulvi, Fazil and Alim” ke link par click kare.
- Iske bad aap apna Course select kare.
- Aapka course ka Exam Time table screen par show hoga.
- Madarsa Exam Time table download kare, Aur ek print out nikale.
-: Important Links :-
Madarsa Exam Time Table 2022 | Click Here To Download |
JAC Official Website | https://madarsaboard.upsdc.gov.in/ |
Aap sabhi candidates hamare diye gaye link se UP Madarsa Exam Time Table 2022 download kar sakte hai. Yaha hamne Uttar Pradesh Madarsa Exam se related sabhi jankari pradan ki hai.
Yadi aapke paas abhi bhi isse related koi question hai, To aap apna question hamse niche comment box me puch sakte hai.