Sarkari Yojna Hindi

UP Mukhyamantri Bal Seva Yojana 2021 (4,000 रुपये प्रति माह): Apply Online, Check Benefits & Notice

Uttar Pradesh Mukhyamantri Bal Seva Yojana 2021 :- Hello Friends, Uttar Pradesh ke Mukhyamantri Yogi Adityanath ne “Mukhyamantri Bal Seva Yojana” ke tahat ek naya notification jari kiya hai, Jiske antagat Corona Virus se Mata Pita ko khone vale bacho ke dekhbhal ke liye 4,000 Rupaye diya jayega. Yadi aap bhi Uttar Pradesh ke nagrik hai, Aur aapke sath ya aapke kisi parivar ke sath aisi dukhad ghatna ho chuki hai, To aap UP Mukhyamantri Bal Seva Yojana ka labh utha sakte hai.

उत्तर प्रदेश के मुख्यमंत्री योगी आदित्यनाथ ने अपने राज्य के ऐसे बच्चे बच्चियों जिनके माता या पिता की मृत्यु कोरोना वायरस के कारण हो गयी है, उन सभी बच्चों को इस “उत्तर प्रदेश मुख्यमंत्री बाल सहायता योजना “ के तहत हर महीने में 4000 रूपए दिया जायेगा | यदि आप मुख्यमंत्री बाल सहायता योजना का लाभ उठाना चाहते है, और इसके बारे में जानकारी प्राप्त करना चाहते है, तो इस आर्टिकल को अंत तक पढ़े, आपको सभी जानकारी मिल जायेगी |

UP Mukhyamantri Bal Seva Yojana 2021

Uttar Pradesh ke Mukhyamantri Yogi Adityanath ne un bacho ke liye ek achi yojana shuru kiya hai, Jinhone COVID-19 me apne Mata ya Pita ya dono ko kho chuke hai. UP Mukhyamantri Bal Seva Yojana ke tahat state government Shadi ke sath sath padhai karne ka kharchi bhi sarkar degi. UP State government une padhai karne ke liye laptops and tablets bhi provide karega.

उत्तर प्रदेश मुख्यमंत्री बाल सेवा योजना के तहत, बच्चे के माता-पिता या देखभाल करने वाले को वयस्क होने तक 4,000 रुपये प्रति माह की वित्तीय सहायता प्रदान की जाएगी। इतना ही नहीं स्कूलों में पढ़ने वाले बच्चों को टैबलेट या लैपटॉप दिया जाएगा, फिर सरकार लड़कियों की शादी की भी उचित व्यवस्था करेगी. लड़कियों की शादी के लिए राज्य सरकार द्वारा 1,01,000 की राशि दी जाएगी।

UP Mukhyamantri Bal Seva Yojana 2021 Benefits

Uttar Pradesh ke CM Yogi Adityanath ne state ke sabhi Covid-19 me kho chuke mata pita ke anath bacho ke liye Mukhyamantri Bal Seva Yojana ko lagu karne ke liye manjuri de di hai. Is yojana ke tahat state ke ko unke rahan sahan aur padhai ke liye Subsidy degi. Yadi aap Mukhyamantri Bal Seva Yojana ke liye Registration karna chahte hai, To iski bhi jankari is post me share ki gayi hai.

UP State Government ne Mukhyamantri Bal Seva Yojana 2021 ka labh sabhi anath bacho ko diya jayega. Uttar Pradesh government aise sabhi bacho ko 18 Year tak rahan sahan & padhai ke liye kharcha degi. Aise sabhi bacho har mahine Rs. 4000 /- diya jayega. Iske alava unhe Government Job Vacancy me 5 % reservation bhi diya jayega.

Aap sabhi candidates is post me Mukhyamantri Bal Seva Yojana se related Scheme Benefit, Eligibility Criteria, Key Features of Scheme, Application Status, Application process check kar sakte hai. Hamne niche is Mukhyamantri Bal Seva Yojana ke liye online registration karne ke liye direct link & step by step method aap sabhi ke share kiya hai.

UP Mukhyamantri Bal Seva Yojana 2021- Overview

Scheme NameUttar Pradesh Mukhyamantri Bal Seva Yojana (UP MMBSY)
Launched byUP Chief Minister Tirath Singh RawatYogi Adityanath
Beneficiariesयूपी के बच्चे जिन्होंने कोरोना वायरस संक्रमण के कारण अपने माता-पिता को खो दिया है।
Major Benefit4000 Rs/ Monthly Finacial Support
Subsidy Amount₹4000
State NameUttar Pradesh
Post CategoryUP Mukhyamantri Bal Seva Yojana
Official Websitemksy.up.gov.in

UP Mukhyamantri Bal Seva Yojana 2021 Benefits

  • सरकार बच्चे के अभिभावक या देखभाल करने वाले को उसके वयस्क होने तक 4,000 रुपये की मासिक वित्तीय सहायता प्रदान करेगी।
  • उत्तर प्रदेश सरकार स्कूलों, कॉलेजों में पढ़ने वाले या व्यावसायिक शिक्षा प्राप्त करने वाले ऐसे सभी बच्चों को टैबलेट या लैपटॉप भी उपलब्ध कराएगी।
  • 10 साल से कम उम्र के जिन बच्चों के परिवार का कोई सदस्य नहीं है, उनकी देखभाल राज्य सरकार के बाल गृह द्वारा की जाएगी।
  • लड़कियों की शादी की उचित व्यवस्था के लिए लड़कियों की शादी के लिए 1,01,000, राज्य सरकार रुपये की राशि प्रदान करेगी

UP Mukhyamantri Bal Seva Yojana – Required Documents

  • Aadhar Card
  • Bank account statement
  • Ration card
  • Birth certificate
  • income certificate
  • Passport size photograph
  • mobile number
  • Death certificate of parents

How To Apply For UP Mukhyamantri Bal Seva Yojana 2021?

Yadi aap Uttar Pradesh Mukhyamantri Bal Seva Yojana ke liye Online Appication Form bharna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-

  • Sabse pahle aap Uttar Pradesh Govt. ke official website i.e. mksy.up.gov.in par visit kare.
  • Iske home page par “Mukhya Mantri Bal Seva Yojana Form” ke link par click kare.
  • Application form aapke screen par show ho jayega, Jisme aapko us bache ki puri detail bharni hai.
  • Ab us Application form ko Fill kare, Aur usme apni sabhi Details enter kare.
  • Apne sabhi documents ko usme attach kare.
  • Form dobara check kare, Aur fir Submit button par click kare.

-: Important Direct Links :-

Mukhyamantri Bal Seva Yojana 2021Apply Online Form Here
Mukhyamantri Bal Seva Yojana NoticeClick Here To Download
Uttar Pradesh Govt. Official Websitehttps://mksy.up.gov.in/

UP Mukhyamantri Bal Seva Yojana 2021 Registration

Uttar Pradesh government bahut hi jald apne official website @http://mksy.up.gov.in/ par UP Mukhyamantri Bal Seva Yojana ke liye Registration process shuru karne ja raha hai. Iske liye bahut hi jald online official notification bhi release kiya jayega.

Ham bahut hi jald aap sabhi ke sath is UP Mukhyamantri Bal Seva Yojana ke liye Registration process ki puri jankari share karnege, Aap sabhi candidates is UP CM Bal Seva Yojana se related sabhi update prapt kar sakte hai.

Yaha hamne Uttar Pradesh Mukhyamantri Bal Seva Yojana 2021 ke bare me jankari diya hai. Hame ummid hai, Aapko yah jankari achi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is Yojana se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.

FAQ’s Uttar Pradesh Bal Sahayata Yojana 2021

1. Uttar Pradesh Mukhyamantri Bal Seva Yojana Kya Hai?

UP Chief Minister Yogi Adityanath ne Covid-19 Pandemic ke karan jin bacho ne apna Mata ya Pita ko kho diya hai, Unke liye “Bihar Bal Sahayata Yojana” ki shuruat kiya hai. State government dwara 18 Years hone tak 4000 रू0 har maine diya jayega.

2. Uttar Pradesh Mukhyamantri Bal Seva Yojana Kiske Dwara Shuru Kiya Gaya Hai ?

Uttar Pradesh Mukhyamantri Bal Seva Yojana UP ke CM Yogi Adityanath dwara shuru kiya gaya hai.

3. Uttar Pradesh Mukhyamantri Bal Seva Yojana Ke Liye Aavedan Kaise Kare ?

Uttar Pradesh sarkar bahut hi jald Bihar Bal Sahayata Yojana ke liye registration Process shuru karega.

kvsro

Recent Posts

MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 (Released): Check Bhavnagar University Results

MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…

2 months ago

UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 (जारी): Check RU BA Part 2 Results

UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…

2 months ago

VKSU UG Admission 5th Merit List डाउनलोड करें @vksuonline.in

VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…

2 months ago

Puducherry Police Admit Card 2023 (Released): Constable Exam Call Letter

Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…

2 months ago

जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन 2023 ऑनलाइन फॉर्म MSME/ Udyam Registration

जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…

2 months ago

VKSU पार्ट 1 UG एडमिशन 1st Merit List 2023 | ऐसे करें डाउनलोड

VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…

2 months ago