UP Police SI Vacancy 2021 :- Hello friends, Uttar Pradesh Police ne Sub-Inspector (SI) ke 9534 Post ke liye vacancy notification release kiya hai. UP Police har saal alag alag post ke liye vacancy nikalti hai, Lekin is bar UP Police ne SI Vacancy nikali hai, Jiski puri jankari aaj ke is post me di gayi hai. Aap sabhi candidates UP Police Sub Inspector Vacancy 2021 se related sabhi details yaha is post me prapt kar sakte hai.
Uttar Pradesh Police ne Sub Inspector SI ke 9534 Post ke liye notification release kiya hai, Jo bhi candidates UP Police Department me government job prapt karna chahte hai, Ve 01 April 2021 se 30 April 2021 tak online application form bhar sakte hai. Usse pahle aap is SI Vacancy ki puri details jaise ki Eligibility criteria, Last date, Selection process & Application Fee ke bare me yaha se pata kar sakte hai.
Latest Update :- UP Police ne Sub Inspector ke 9534 Post ke liye Notification release kiya hai. Sabhi candidates 01 April 2021 se online application form bhar sakte hai.
UP Police Sub Inspector (9534) Vacancy 2021
Uttar Pradesh Police Department ne Sub Inspector SI (9534 Post) ke liye official notification release kiya hai. Yadi aap bhi bahut dino se Uttar Pradesh Police Vacancy ka wait kar rahe the, To aapke liye yah vacancy ek sunhara mouka ho sakta hai. Aap Sub Inspector Post prapt karne ke liye online application form bhar sakte hai. Niche aap UP Police dwara jari ki gayi SI Vacancy 2021 notification pad sakte hai.
UP Police SI Recruitment 2021 – Overview
Organization Name | Uttar Pradesh Police Recruitment And Promotion Board (UPPRPB) |
Vacanc Name | UP Police Sub Inspector SI Recruitment 2021 |
Name of Posts | Sub Inspector SI |
No. of Posts | 9534 Post |
Apply Mode | Online |
Official Website | http://uppbpb.gov.in/ |
UP Police Sub Inspector Vacancy 2021 Details
Jaisa ki hamne aapko bataya ki Uttar Pradesh Police ne Sub Inspector SI ke 9534 Post ke liye application form jari kiya hai. Sabhi icchuk candidates is vacancy me shamil hone ke liye UP Police Department ke official website @http://uppbpb.gov.in/ par jakar online apply kar sakte hai. Niche hamne UP Police SI Vacancy 2021 Details aur online apply kaise karna hai, Iske bare me puri jankari share kiya hai.
Post Name | General | OBC | EWS | SC | ST | Total Post |
Sub Inspector SI | 3613 | 2437 | 902 | 1895 | 180 | 9534 |
UP Police SI Recruitment 2021: Eligibility Criteria
Education Criteria :
Education Criteria:- | Candidates Have Bachelor Degree In Any Stream From Recognized University. |
Age Limit:- | Min. Age : 21 Years. Max. Age : 28 Years. |
Physical Eligibility Details :
Gender | Category | Height | Chest | Running |
Male | Gen./OBC/SC | 168 CM. | 79-84 CM. | 4.8 KM. In 28 Min. |
ST | 160 CM. | 77-82 CM. | ||
Female | Gen./OBC/SC | 152 CM. | NA | 2.4 KM. In 16 Min. |
Selection Process :
- Online Written Examination
- Documentation & Physical Standard Test (PST)
- Physical Efficiency Test (PET)
Application Fee :
- General, OBC, EWS : Rs. 400/-
- SC, ST Candidates : Rs. 400/-
- All Category Female : Rs. 400/-
UP Police SI Recruitment 2021- Important Dates
Online Application Start | 01 April 2021 |
Registration Last Date | 30 April 2021 |
Fee Payment Last Date | 30 April 2021 |
Exam Date | Notified Soon |
Admit Card Available | Notified Soon |
How To Apply UP Police SI Vacancy 2021 Online?
Yadi aap is Recruitment ki eligibility criteria full fill karte hai, To aap niche diye gaye steps ko follow kar UP Police SI Vacancy 2021 ke liye online apply kar sakte hai :-
- Sabse pahle aapko UP Police ke official website @http://uppbpb.gov.in/ par visit karna hai.
- Iske home page par aapko “SI Recruitment 2021” ke link par click karna hai.
- Ab SI Recruitment Notification padhna hai.
- Iske bad aapko “Apply Online” ke link par click karna hai.
- Ab aapko ek Application form submit karna hai.
- Application form me apna sabhi details enter karna hai.
- Aapko apna sabhi important Documents upload karne honge.
- Last me aapko For Fee pay kar dena hai.
-: Important Links :-
SI Vacancy 2021 | Click Here To Apply (Available Soon) |
SI Vacancy Notification | Click Here |
Official Website | Click Here |
Aap sabhi candidates UP Police Sub Inspector Vacancy 2021 ke liye online form upar diye gaye link se bhar sakte hai. Yaha hamne RPSC dwara dwara nikala gaya “UP Police SI Vacancy” ke bare me jankari di hai.
Yadi aapko abhi bhi isse related saval puchna hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai.