UP Police SI Vacancy 2021 :- Hello friends, Uttar Pradesh Police ne Sub-Inspector (SI) ke 9534 Post ke liye vacancy notification release kiya hai. UP Police har saal alag alag post ke liye vacancy nikalti hai, Lekin is bar UP Police ne SI Vacancy nikali hai, Jiski puri jankari aaj ke is post me di gayi hai. Aap sabhi candidates UP Police Sub Inspector Vacancy 2021 se related sabhi details yaha is post me prapt kar sakte hai.
Uttar Pradesh Police ne Sub Inspector SI ke 9534 Post ke liye notification release kiya hai, Jo bhi candidates UP Police Department me government job prapt karna chahte hai, Ve 01 April 2021 se 30 April 2021 tak online application form bhar sakte hai. Usse pahle aap is SI Vacancy ki puri details jaise ki Eligibility criteria, Last date, Selection process & Application Fee ke bare me yaha se pata kar sakte hai.
Latest Update :- UP Police ne Sub Inspector ke 9534 Post ke liye Notification release kiya hai. Sabhi candidates 01 April 2021 se online application form bhar sakte hai.
Uttar Pradesh Police Department ne Sub Inspector SI (9534 Post) ke liye official notification release kiya hai. Yadi aap bhi bahut dino se Uttar Pradesh Police Vacancy ka wait kar rahe the, To aapke liye yah vacancy ek sunhara mouka ho sakta hai. Aap Sub Inspector Post prapt karne ke liye online application form bhar sakte hai. Niche aap UP Police dwara jari ki gayi SI Vacancy 2021 notification pad sakte hai.
Organization Name | Uttar Pradesh Police Recruitment And Promotion Board (UPPRPB) |
Vacanc Name | UP Police Sub Inspector SI Recruitment 2021 |
Name of Posts | Sub Inspector SI |
No. of Posts | 9534 Post |
Apply Mode | Online |
Official Website | http://uppbpb.gov.in/ |
Jaisa ki hamne aapko bataya ki Uttar Pradesh Police ne Sub Inspector SI ke 9534 Post ke liye application form jari kiya hai. Sabhi icchuk candidates is vacancy me shamil hone ke liye UP Police Department ke official website @http://uppbpb.gov.in/ par jakar online apply kar sakte hai. Niche hamne UP Police SI Vacancy 2021 Details aur online apply kaise karna hai, Iske bare me puri jankari share kiya hai.
Post Name | General | OBC | EWS | SC | ST | Total Post |
Sub Inspector SI | 3613 | 2437 | 902 | 1895 | 180 | 9534 |
Education Criteria :
Education Criteria:- | Candidates Have Bachelor Degree In Any Stream From Recognized University. |
Age Limit:- | Min. Age : 21 Years. Max. Age : 28 Years. |
Physical Eligibility Details :
Gender | Category | Height | Chest | Running |
Male | Gen./OBC/SC | 168 CM. | 79-84 CM. | 4.8 KM. In 28 Min. |
ST | 160 CM. | 77-82 CM. | ||
Female | Gen./OBC/SC | 152 CM. | NA | 2.4 KM. In 16 Min. |
Selection Process :
Application Fee :
Online Application Start | 01 April 2021 |
Registration Last Date | 30 April 2021 |
Fee Payment Last Date | 30 April 2021 |
Exam Date | Notified Soon |
Admit Card Available | Notified Soon |
Yadi aap is Recruitment ki eligibility criteria full fill karte hai, To aap niche diye gaye steps ko follow kar UP Police SI Vacancy 2021 ke liye online apply kar sakte hai :-
-: Important Links :-
SI Vacancy 2021 | Click Here To Apply (Available Soon) |
SI Vacancy Notification | Click Here |
Official Website | Click Here |
Aap sabhi candidates UP Police Sub Inspector Vacancy 2021 ke liye online form upar diye gaye link se bhar sakte hai. Yaha hamne RPSC dwara dwara nikala gaya “UP Police SI Vacancy” ke bare me jankari di hai.
Yadi aapko abhi bhi isse related saval puchna hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…