UPPSC Staff Nurse Recruitment 2021 :- Hello Friends, Uttar Pradesh Public Service Commission (UPPSC) ne Staff Nurse/ Sister Grade 2 (Male & Female) ke 3102 Post ke liye recruitment bharti ka aayojan karne ja raha hai. UPPSC ne apne official website @uppsc.up.nic.in par Staff Nurse Recruitment ke liye Notification release kiya hai. Aap sabhi interested candidates UPPSC Staff Nurse Recruitment 2021 se related sabhi details niche share kiya gaya hai.
UPPSC Department ne Staff Nurse/ Sister Grade 2 ke 3102 Post ke liye vacancy nikala hai, Yadi aapke iske liye form apply karna chahte hai, To aap sabse pahle iska notification check kar len, Yadi aap is vacancy ke liye eligible hai, To aap 16th July 2021 se 12th August 2021 tak application form fill up kar sakte hai. Hamne is article me UPPSC Staff Nurse Vacancy 2021 se related sabhi details Eligibility Criteria, Qualification, Age Limit details share kiya hai.
Latest Update :- UPPSC Department ne 3102 Post Staff Nurse Recruitment 2021 ke liye Notification release kiya hai. Aap sabhi candidates is bharti ke liye application form 16th July 2021 se 12th August 2021 tak is article me diye gaye link se bhar sakte hai.
UP Public Service Commission (UPPSC) ne Staff Nurse/ Sister Grade 2 Post ke liye vacancy notification release kiya hai. UPPSC Department ek bahut hi badi Job Exam ka aayojan karne ja raha hai. Hamne is recruitment se related sabhi jankari share kiya hai, Iske sath is Staff Nurse/ Sister (3102 Post) Recruitment ke liye Form fill karne ke liye, Direct Link & Step by step method bhi share kiya hai.
UPPSC ne apne official website @uppsc.up.nic.in par Staff Nurse/ Sister Vacancy 2021 Notification PDF jari kiya hai. UPPSC Department 16th July 2021 se 12th August 2021 tak is Vacancy ke liye Application form accept karega. Hamne Uttar Pradesh Staff Nurse Bharti 2021 Eligibility Criteria, Qualification, Age Limit details bhi check kar sakte hai.
Authority Name | Uttar Pradesh Public Service Commission (UPPSC) |
Article Name | UPPSC Staff Nurse Recruitment 2021 |
Post Name | Staff Nurse/ Sister Grade 2 (Male & Female) |
Total No. of Post | 3102 Post |
Application Date | 16th July 2021 – 12th August 2021 |
Apply Mode | Online Only |
Official Website | http://uppsc.up.nic.in |
UPPSC Department ne Staff Nurse/ Sister Grade 2 (Male & Female) ke 3102 Post ke liye Recruitment notification jari kiya hai. Sabse pahle aap sabhi candidates is Staff Nurse Recruitment notification check karne, Aur yadi aap iske eligibility criteria ko full fill karte hai, To aap iske liye online Form Apply kar sakte hai.
Post Name | Total Post |
Staff Nurse/ Sister Grade 2 (Male) | 341 |
Staff Nurse/ Sister Grade 2 (Female) | 2671 |
Aise kai candidates hai, Jo unemployment ke karan new vacancy ka wait kar rahe hai. Jiske bad UP Public Service Commission ne Staff Nurse/ Sister Post ke liye Recruitment notification release kiya hai. Sabhi candidates niche diye gaye direct link se Staff Nurse/ Sister Grade 2 Vacancy ke liye apply kar sakte hai.
Educational Qualification:
Age Limits:
Application Fee:
Yadi aap UPPSC Staff Nurse Recruitment 2021 (3102 Post) ke liye online apply karna chahte hai, To aap niche diye steps ko follow kar sakte hai :-
-: Important Direct Links :-
Apply Online | Click Here |
Pay Exam Fee | Click Here |
Submit Application Form | Click Here |
Edit Application Form | Click Here |
Download Notification | Click Here |
Official Website | Click Here |
Aap sabhi candidates diye gaye link se UPPSC Staff Nurse Recruitment Exam Application form bhar sakte hai. Iske bad aap apne Registration Number ke jariye Admit Card download kar sakte hai, Aur fir iske Exam me shamil ho sakte hai.
Yaha hamne UPPSC Staff Nurse/ Sister Grade 2 Recruitment 2021 ki puri jankari share ki hai. Yadi aapko abhi bhi is recruitment se related koi aur details chahiye, To niche aap apna saval comment box me puch sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…