Sarkari Yojna Hindi

Viklang Pension New List 2021 (State Wise): Check Your Name In Pension List

Viklang Pension New List 2021 :- Hello friends, Central government dwara hamare desh ke sabhi viklang logo ko financial help pradan ki jati hai. Central government ne iske liye ek yojana bhi shuru ki hai, jise “Viklang Pension Scheme” ke naam se jana jata hai. Is yojana ki madad se sabhi vikland nagrikon ko financial help di jati hain, jise vah viklang aatmnirbhar self dependent ban saken.

Aaj ke is post me hamne central government dwar jari ki gayi Viklang Pension List 2021 ki jankari pradan ki hai. Yaha niche hamne State wise Disability Pension List online kaise dekhe iski bhi jankari di hai. Iske sath hi hamne Viklang Pension Scheme ka labh uthane ke liye online apply kaise kare, iski bhi janakri hamne step by step di hai.

Viklang Pension List 2021

Aap sabhi ke jankari ke liye bata den ki is Viklang Pension New List ke antargat jin logon ka naam aayega, Un sabhi viklang logon ko central government dwara 3 mahine tak 1000 Rupaye ki financial help di jayegi. Iske jariye sabhi viklang log apna jivan yapan me sudhar kar sakte hai.

Disability Pension List ke anusar sabhi viklang logon ko central government dwara 200 Rupaye prati mahine pradan kiye jate hai. Lekin alag alag Rajya sarkaron dwara is rashi me kuch aur dhan rashi jodi jati hai. Jiske bad jyadatar rajya me is yojana ke tahat sabhi viklang logon ko 500 Rupyae prati mahine diye ja rahe hai.

Viklang Pension List 2021 – Details

Scheme NameViklang Pension Scheme
Started ByCentral & State Government
ObjectiveFinancial help to people with disabilities
BeneficiaryDisabled of various states
Help500/- Rupaye
Article CategoryCentral Gov. Scheme

Viklang Pension List (Disability Pension)

Hamare desh me bahut se aise viklang nagrik hai, jo apna jivan yapan ko nahi chala pa rahe hai. Aise me unke ghar valo ko pareshani uthani padti hai. Iske alava kuch viklango ki stithi aur jyada kharab hoti hai. Inhi sab ko dekhte huye central government ne “Disability Pension List” jari ki hai.

Viklang Pension List ke antargat jin bhi nagrikon ka naam aayega, Unhe iska labh pradan kiya jayega. Iske jariye ve sabhi viklang nagrik self dependent ho sakenge. Aaiye ab aapko batate hain ki aap is Viklang Pension Yojana me Application form kaise bhar sakte hai.

Viklang Pension Yojana – Eligibility Criteria

  • Is Viklang pension yojana me apply karne ke liye Bhartiye hona aavashyak hai.
  • Avedan karne vale Viklang ki umar 18 Years se 59 Year ke bich honi chahiye.
  • Disability percentage 40% se kam nahi honi chahiye.
  • Avedak ko kisi bhi prkar ki old age pension, widow pension, or other pension ka labh nahi milna chahiye.

Viklang Pension Yojana – Required documents

  • Applicant’s Aadhar Card
  • Bank passbook (for pension transfer)
  • Disability certificate
  • Passport size photo
  • income certificate
  • Residential proof
  • Birth certificate
  • Photo identity proof
  • Voter ID Number
  • BPL card number

How To Apply For Viklang Pension Scheme Online?

Aap sabhi viklang nagrik niche diye gaye link se apne rajya ke official website par chale jayenge, uske bad aap niche bataye gaye tarike ke anusar Viklang Pension Yojana me apply kar sakte hain :-

  • Sabse pahle aap is yojana ki official website pr jaaen.
  • Iske home page par aapko “Viklang Pension Apply” ke link par click kare.
  • Iske bad aapke samne ek “Application Form” khul jayega.
  • Aapko us form me sabhi janakari bharni hai aur documents upload karna hai.
  • Iske bad aapko form check karke “Submit” kar dena hai.
  • Aapke form ka Verification hone ke bad aapke mobile no par message aayega.
  • Jiske bad aapke bank account me yah paise aana shuru ho jayenge.

Viklang Pension Yojana 2021 State wise Official Websites

StatesOfficial Website Link
NSAP राज्य डैशबोर्डCLICK HERE
आंध्र प्रदेशCLICK HERE
असमCLICK HERE
अरुणाचल प्रदेशCLICK HERE
बिहारCLICK HERE
चंडीगढ़CLICK HERE
छत्तीसगढ़CLICK HERE
दिल्लीCLICK HERE
गुजरातCLICK HERE
हिमाचल प्रदेशCLICK HERE
हरियाणाCLICK HERE
झारखंडCLICK HERE
कर्नाटकCLICK HERE
केरलCLICK HERE
Madhya PradeshCLICK HERE
महाराष्ट्रCLICK HERE
ओडिशाCLICK HERE
पंजाबCLICK HERE
राजस्थान RajasthanCLICK HERE
तमिलनाडुCLICK HERE
सिक्किमCLICK HERE
Uttar PradeshCLICK HERE
उत्तराखंडCLICK HERE
गोवाCLICK HERE
पश्चिम बंगालCLICK HERE
तेलंगानाCLICK HERE

Yaha hamne Viklang Pension Yojana se sambandhit sabhi jankari pradan ki hain. Hame ummid hai aapko yah janakri acchi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi bhi isse sambandhit koi saval hai, to aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.

kvsro

Recent Posts

MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 (Released): Check Bhavnagar University Results

MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…

4 months ago

UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 (जारी): Check RU BA Part 2 Results

UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…

4 months ago

VKSU UG Admission 5th Merit List डाउनलोड करें @vksuonline.in

VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…

4 months ago

Puducherry Police Admit Card 2023 (Released): Constable Exam Call Letter

Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…

4 months ago

जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन 2023 ऑनलाइन फॉर्म MSME/ Udyam Registration

जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…

4 months ago

VKSU पार्ट 1 UG एडमिशन 1st Merit List 2023 | ऐसे करें डाउनलोड

VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…

4 months ago