VITEEE Syllabus and Exam Pattern 2022 :- Hello Friends, VIT University ne Entrance Exam 2022 ke liye Syllabus & Exam Pattern share kar diya hai. VIT University ne online mode me apne official website @vit.ac.in par Exam Syllabus & Exam Pattern share kiya hai. Yadi aapne VIT Engineering Entrance Exam 2022 ke liye registration form bhara hai, To aap VITEEE Exam ka preparation karne keliye Syllabus & Exam Pattern is post me check kar sakte hai.
Vellore Institute of Technology (VIT) bahut hi jald Engineering Entrance Exam 2022 ka aayojan karne ja raha hai, Yadi aap bhi is VITEEE 2022 me shamil hone vale hai, To aap is entrance exam me shamil hone se achhe se preparation jarur kar len, Iske liye aapko sabse pahle is VITEEE Syllabus & Exam Pattern 2022 ka pata hona behad jaruri hai.
Latest Update :- VIT University ne VITEEE 2022 ke liye Online Syllabus & Exam Pattern release kar diya hai, Yadi aap bhi Engineering Entrance Exam me shamil hone vale hai, To niche is exam ka syllabus and exam pattern check kar sakte hai.
VIT University session 2022 me Engineering Entrance Exam ka aayojan karne ja raha hai. Yah exam computer based mode or online home proctored mode me aayojit kiya jayega. Yadi aap bhi VITEEE 2022 me shamil hone vale hai, VIT University dwara offer kiye jane vala various campus me B.Tech course me admission lena chahte hai, To aapko iske Cut Off Marks jitna score karna hoga.
Aapko bata den VITEEE 2022 me Total 80 Questions honge, Jise aapko 90 Minutes me solve karna hoga. Hamne niche is post me Latest VITEEE Exam Pattern & Syllabus 2022 aap sabhi ke sath share kiya hai. Aap sabhi candidates VITEEE Exam Pattern & Syllabus ko follow kare, Aap is Entrance exam me jarur qualify karenge.
Authority Name | Vellore Institute of Technology |
Article Name | VITEEE Syllabus & Exam Pattern 2022 |
Exam Name | VITEEE (Engineering Entrance Exam) |
Exam Date | April 2022 |
Selection Process | Entrance Exam |
Negative Marking | No |
Official Website | https://vit.ac.in |
Yadi aapne bhi VITEEE 2022 ke liye Application form apply kiya hai, To aap sabhi jante honge ki kisi bhi exam ko pass karne ke liye uske Syllabus ka pata hona bahut jaruri hai. Jisse sabhi ko Exam ki taiyar karne me madad milti hai. Aaj ham aapko VITEEE Syllabus & Exam Pattern ke bare me puri details me bataynge.
Aapko yah bhi bata den ki VIT online mode me Engineering Entrance Exam ka aayojan karega. Isliye sabhi candidates ko naye exam pattern ka pata hona chahiye. Niche aap sabhi Post wise exam pattern dekh sakte hai.
S.No | Subjects | Maximum Marks | No. of Questions |
1 | Physics | 40 | 25 |
2 | Chemistry | 40 | 25 |
3 | Mathematics/ Biology | 40 | 25 |
4 | English | 5 | 2 |
5 | Aptitude | 3 | |
Total | 125 | 80 |
VITEEE 2022 ka taiyari karne se pahle aapko iske Syllabus ka bhi pata hona bahut jarui hai. Aap sabhi Exam syllabus dekh kar, Kam samay me sahi topic ke bare me padh sakte hai. Ham niche aapko VITEEE 2022 ke bare me jankari denge.
Physics | Mathematics | Chemistry | Biology |
Laws of Motion & Work | Matrices and their Applications | Atomic Structure | Taxonomy |
Current Electricity | Vector Algebra | Chemical Equilibrium and Chemical Kinetics | Human health and diseases |
Electromagnetic Induction and Alternating Current | Differential Calculus | Isomerism in Organic Compounds | Plant Physiology |
Electrostatics | Analytical Geometry of two dimensions | Thermodynamics | Genetics and evolution |
Dual Nature of Radiation and Atomic Physics | Differential Equations | Carbonyl Compounds | Biotechnology and its applications |
Energy & Power | Trigonometry | p,d, and f – Block Elements | Cell and Molecular Biology |
Properties of Matter | Complex Numbers | Coordination Chemistry and Solid State Chemistry | Reproduction |
Optics | Integral Calculus and its Applications | Alcohols and Ethers | Human Physiology |
Semiconductor Devices & Application | Discrete Mathematics | Organic Nitrogen Compounds and Biomolecules | Ecology and environment |
Nuclear Physics | Probability Distributions | Carboxylic Acids and their derivatives | Biodiversity |
Physics | Chemistry | Mathematics |
Arihant Series – DC Pandey | Inorganic Chemistry – NCERT Text Book | Arihant Series – DR. SK Goyal |
Concepts of Physics (both volumes) – HC Verma | Organic Chemistry Khan Academy Videos | VITEEE Solved Papers and Mock Tests from Arihant |
MCQ Question Bank by D. Mukherjee | Objective Mathematics Part 1 and Part 2 (NCERT difficulty) by RD Sharma |
Aap sabhi candidates upar diye gaye direct link se “VITEEE 2022 Syllabus & Exam Pattern 2021” ke liye online application form bhar sakte hai. Yaha hamne VIT dwara nikali gayi latest exam ke bare me jankari di hai.
Yadi aapko abhi bhi is post se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai. Aap hamare is Website se sabhi latest Jobs & Exams ki full details prapt kar sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…