Time Table

VKSU Part 3 Practical Exam Date Sheet 2020 – VKSU Part 3 Practical Date

VKSU Part 3 Practical Exam Date Sheet 2020: Hello Friends, Yadi aap Veer Kunwar Singh University (VKSU) ke part 3 exam de chuke hain aur janna chahte hain ki iska practical exam kab hoga to aapko bata den ki iske bare me puri jankari is article me share ki gyi hai. Ham aap sabhi ko bata rahe hain ki VKSU Part 3 Practical Exam Date Sheet 2020 kab se shuru hog aur kab tak last hogi.

To puri jankari ke liye aap is article ko pura jarur padhen. To Part 3 exam 2020 session 2017-20 me bhag lene vale sabhi student ko bata den ki iska practical exam 2 January 2021 se shur ho raha hai. Aapko bata den ki vksu part 3 ka practical exam iske theory exam ke baad liya jata hai aur ye 2 January se shuru ho raha hai jo aapke college me liya jayega.

VKSU Part 3 Practical Exam Date Sheet 2020

To jaisa ki aap sabhi ko bataya gya ki VKSU Part 3 Practical Exam Date Sheet 2020 2 January 2021 se shuru ho raha hai aur ye 12 January 2021 tak chalega. VKSU Graduation (Arts/Science) Hons/Subsidiary/General papers Part 3 practical examination 2020 dene ke liye aap apne center par visit kar sakte hain. Niche ke news cut me iski puri jankari di gyi hai. Ise padhen aur aapko iske exam date ke bare me puri jankari mil jayegi.

Exam NameExam Date
VKSU Part 3 Practical Exam Starts02 January 2021
VKSU Part 3 Practical Exam Last Date12 January 2021

VKSU Part 3 Practical Exam Date Sheet and Time Table 2020 Kaise Download Karen?

  • Sabse pahle vksu ke official site par visit karen. Iska direct link niche diya gya hai.
  • Iske baad Home page par niche scroll karke Latest Notification Section me jayega.
  • Ab yaha se “VKSU Part 3 Practical Examination 2020 Exam Date Sheet” ke link par click karen.
  • Ab ek naya page open ho jayega.
  • Ab aap is date sheet ko download ya print kar sakte hain.
VKSU UG Part 3 Exam Date SheetCLICK HERE
VKSU Official WebsiteClick Here

About VKSU

Veer Kunwar Singh University, Ara, Bihar – 802301 Accredited under Bihar University Act 1976 (Under Amended Act 9 of 1992, 1992) and University Grants Commission (UGC), New Delhi.

Veer Kunwar Singh University, Ara named after famous national hero and legendary freedom fighter Veer Kunwar Singh, is a public university in the city of Arhara in Bihar state, India. It was established by the Bihar University Act 1976.

kvsro

Recent Posts

MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 (Released): Check Bhavnagar University Results

MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…

2 months ago

UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 (जारी): Check RU BA Part 2 Results

UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…

2 months ago

VKSU UG Admission 5th Merit List डाउनलोड करें @vksuonline.in

VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…

2 months ago

Puducherry Police Admit Card 2023 (Released): Constable Exam Call Letter

Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…

2 months ago

जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन 2023 ऑनलाइन फॉर्म MSME/ Udyam Registration

जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…

2 months ago

VKSU पार्ट 1 UG एडमिशन 1st Merit List 2023 | ऐसे करें डाउनलोड

VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…

2 months ago