VMOU BA 1st Year Admit Card 2021 :- Yadi aap Vardhman Mahaveer Open University, Kota BA 1st Year Admit Card online download karne ke liye direct link ki khoj kar rahe hai, To aap bilkul sahi post par hai. Yaha aap sabhi ke sath VMOU BA 1st Year Admit Card 2021 online download karne ke liye direct link & step by step method share kiya gaya hai. Aapko bata den VMOU ne apne official website @www.vmou.ac.in par BA 1st Year Admit Card release kiya hai. Yadi aap bhi iske BA 1st Year Exam me shamil hone vale hai, To apna admit niche diye gaye link se download kar sakte hai.
VMOU Kota December 2021 se BA First Year Exam conduct karne vala hai. Isliye sabhi students VMOU BA 1st Year Exam 2021 ka Admit Card apne Registration No. & Name ka upyog kar download kar sakte hain. VMOU BA 1st Year Admit Card 2021 download karne ke liye direct link page ke last section me diya gya hai.
Latest Update :- वर्धमान महावीर ओपन यूनिवर्सिटी, कोटा BA 1st Year Admit Card ऑनलाइन जारी किया गया है, सभी स्टूडेंट्स अपने रजिस्ट्रेशन नंबर के जरिये अपना एडमिट कार्ड ऑनलाइन डाउनलोड कर सकते है. VMOU One View Admit Card ऑनलाइन डाउनलोड करने के लिए हमने इस आर्टिकल में डायरेक्ट लिंक प्रोवाइड किया है.
VMOU BA 1st Year Admit Card 2021
Vardhman Mahaveer Open University (VMOU), Kota ne apne official website par BA 1st Year Exam ke liye Date Sheet jari kar diya hai. Jiske anusar yah sabhi exam December 2021 me aayojit kiya jayega. Yadi aapne bhi is exam ke liye registration form bhara hai, To ab aap is exam me shamil hone ke liye online admit card download kar sakte hai. Hamne niche VMOU BA 1st Year Admit Card 2021 download karne ke liye direct link share kiya hai.
VMOU har saal BA 1st Year Exam conduct karta hai jiske liye date sheet online jaari kiya jata hai aur uske baad iska admit card bhi online jari kiya jata hai. To yadi aap is exam me bhag lene vale hain to admit card online download kar sakte hain. VMOU BA 1st Year Admit card 2021 kaise online download karna hai uski step by step jankari aur direct link niche share kiya gaya hai.
VMOU BA 1st Year Admit Card 2021- Overview
University Name | Vardhman Mahaveer Open University (VMOU), Kota |
Examination | VMOU BA 1st Year Exam 2021 |
Article Category | BA 1st Year Admit Card 2021 |
Exam Date | December 2021 |
Admit Card Status | Available Now |
Exam Location | Kota |
Official Website | http://www.vmou.ac.in/ |
VMOU BA 1st Year Exam Admit Card 2021
Yadi aap bhi VMOU BA 1st Year Examinations me bhag lene ja rahe hain to aap apna Admit Card download kar sakte hai. Jiske liye direct link page ke last section me diya gya hai. Yaha sabse aasan tarika bhi aapko bataya gya hai jo VMOU BA 1st Year Hall Ticket 2021 online download karne me madad karega.
To aaiye ab jaante hain ki kaise aap VMOU BA 1st Year Admit Card 2021 online step by step download kar sakte hain. Uske baad niche ke box me direct link bhi diya gya hai jise admit card jaari karte hi active kar diya jayega. Ise aap download karke print karwa sakte hain aur phir apne exam me upasthit ho sakte hain.
How to Download VMOU BA 1st Year Admit Card 2021?
- Sabse pahle VMOU ke official website par visit karen.
- https://www.vmou.ac.in/
- Home page ke ‘Examination’ section se ‘BA 1st Year Admit Card’ ke option par click karen.
- Aapke screen par next page open ho jayega.
- Ab apne Courses “BA 1st Year Admit Card 2021” select karen.
- Iske baad Registration No. enter karke Search Admit Card par click kar den.
- Aapka BA Part 1 Admit Card show ho jayega.
- Ise download karke ek printout nikal len, Kyunki Admit Card ko exam centers par lekar jana hoga.
Direct Link to Download Admit Card
BA 1st Year Admit Card | DOWNLOAD HERE |
Official Website | https://www.vmou.ac.in/ |
Printed Details on VMOU, Kota Admit Card 2021
- Examination Name
- Roll No of Candidates
- Candidate’s name
- Registration Number
- Father’s Name
- College Name
- Exam Centre & Code
- Exam Date & Time
- Candidates Photograph
- Candidates Signature
About VMOU, Kota
Vardhaman Mahaveer Open University (VMOU or previously known as Kota Open University, renamed through a Gazette notification by the Government of Rajasthan on 21st September 2002) came into being in 1987 as a pioneering institution for open learning in Rajasthan. The establishment of VMOU (Vardhaman Mahaveer Open University) took place with the amalgamation of two institutes of correspondences courses viz. Institute of Correspondence Studies and Continuing Education Jaipur and (College of Correspondence Studies).