West Bengal Krishak Bandhu List 2021 :- Hello Friends, West Bengal government ne “Krishak Bandhu Scheme” ke liye online registration shuru kar diya hai. Yadi aap bhi West Bengal ke kisan hai, Aur is scheme ke liye registration kar chuke hai, ve WB Krishak Bandhu Beneficiary List 2021 online check kar sakte hai. Sabhi kisan is article me diye gaye link ke jariye WB Krishak Bandu List PDF online check kar sakte hai.
West Bengal government ne apne state ke farmers ke liye “Krishak Bandhu Scheme 2021” shuru kiya hai. Is scheme ke jariye state government sabhi death farmers ko labh deta hai. Ham sabhi jante hai ki barish adhik hone se ya toofan aane ke karan sabhi kisano ko nuksan hota hai, Aur kai kisano ko iske vajah se mout bhi ho jati hai. In kisano ko labh pradan karne ke liye is Krishak Bandhu scheme ki shuruat ki gayi hai.
WB Government is Krishak Bandhu Scheme ke jariye sabhi kisano ko financial help karta hai. WB state ke jin bhi kisano ki mout ho jati hai, Unhe is scheme ka labh diya jayega, Lekin is scheme ka labh uthane ke liye sabse pahle sabhi kisano ko Online registration karna hoga, Iske bad unhe List me apna naam select karna hoga.
Hamne is article me West Bengal Krishak Bandhu List online check karne ke liye, Status check karne ke liye & Registration form fill up karne ke bare me sabhi jankari share kiya hai. Sabhi kisan WB Krishak Bandhu Scheme 2021 se related details niche is article me check kar sakte hai.
West Bengal Krishak Bandhu Scheme 2021
West Bengal state government new schemes ke jariye sabhi kisano ko financial help kar raha hai. Sabhi kisan ghar baithe hi Krishak Bandhu ke official portal ki madad se sabhi facility ka labh utha sakte hai. Aap sabhi candidates yadi is scheme ke bare me nahi jante, Aur iske liye online registration karna chahte hai, To in sabhi chij ki jankari niche share ki gayi hai.
West Bengal ke is Krishak Bandhu Scheme ka labh uthane ke liye sabhi nagriko ki Age 18-60 years honi chahiye. Iske sath hi aapke pass 1 or 2 acre jamin bhi hona chahiye. Sabhi register kisano ko is scheme ka labh RS.5000/- per annum (Rabi & Kharif Season) me diya jayega. Iske sath hi Death Benefit scheme ke tahat sabhi kisano ko 2 Lakh Rupaye diye jayenge.
WB Death Benefits Scheme 2021 ka labh uthane ke liye sabhi kisano ko Online Registration karna hoga. Yadi aap is scheme ka labh uthane ke liye online registration karna chahte hai, Ve niche diye gaye steps ko follow karke, WB Krishak Bandhu Scheme 2021 ke liye registration kar sakte hai.
WB Krishak Bandhu Scheme 2021- Overview
Scheme Name | West Bengal Krishak Bandhu Scheme |
Article Name | WB Krishak Bandhu List 2021 |
Launched By | WB State Government |
Beneficiaries | Farmers of State |
Registration Procedure | Online |
Scheme Benefits | Crop Insurance |
Official Website | krishakbandhu.net |
WB Death Benefit Scheme Eligibility Criteria
- इस योजना के तहत केवल 1 या 2 एकड़ जमीन वाले किसान ही आवेदन कर सकते हैं।
- इस प्रकार पश्चिम बंगाल के किसान ही इस योजना के एकमात्र लाभार्थी होंगे।
- इसके अलावा, आपको कृषि प्रथाओं में सक्रिय रूप से शामिल होना चाहिए।
- योजना की राशि मिलने के बाद भी आपको कृषि पद्धतियों को जारी रखना चाहिए।
WB Krishak Bandhu Yojana Benefits 2021
- An yearly assistance of 5000 rupees to each family will be the monthly aid in this scheme.
- Moreover, 2 lakh rupees is thus granted under the death benefit scheme.
- In case the farmer dies in between the 18-60 yrs of age. After he has registered in the Krishak Bandhu Scheme 2021.
West Bengal Krishak Bandhu Registration 2021
Yadi aap West Bengal Krishak Bandhu Yojana ke liye eligibility criteria full fill karte hai, To niche diye gaye steps follow kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap Krishak Bandhu Yojana ke official website @krishakbandhu.net par visit kare.
- Iske home page par “Login” button par click kare.
- Iske agle page par “Farmers Registration Form” open ho jayega.
- Is form me apne sabhi details enter kare.
- Form fill up karne ke bad, Aapko sabhi important documents upload karna hai.
- Form bharne ke bad Krishak Bandhu Scheme Form submit kare.
Check WB Krishak Bandhu List 2021
Yadi aap West Bengal Krishak Bandhu List online check karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap Krishak Bandhu Yojana ke official website @krishakbandhu.net par visit kare.
- Iske home page par “Beneficiary List” ke link par click kare.
- Iske agle page par apna sabhi Details jaise ki Districts & Block enter kare.
- Details submit karne ke bad Krishak Bandhu List me apna name online check kar sakte hai.
Death Benefits Scheme Registration 2021
Yadi aap WB Krishak Bandhu Scheme me Death Benefits Scheme ke liye registration karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
- Sabse pahle aap Krishak Bandhu Yojana ke official website @krishakbandhu.net par visit kare.
- Iske home page par “Death Benefit Application Form” ke link par click kare.
- Is form me apne sabhi details enter kare.
- Form fill up karne ke bad, Aapko sabhi important documents uploa karne hai.
- Form bharne ke bad Krishak Bandhu Scheme Form submit kare.
-: Important Direct Links :-
Krishak Bandhu List | Click Here |
Online Registration | Click Here |
Application Status | Click Here |
Official Website | Click Here |
Hamne aap sabhi ke sath is West Bengal Krishak Bandhu Scheme ke liye Registration process ki puri jankari share kiya hai, Aap sabhi candidates is Krishak Bandhu se related sabhi update prapt kar sakte hai.
Yaha hamne WB Krishak Bandhu 2021 ke bare me jankari diya hai. Hame ummid hai, Aapko yah jankari achi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is Yojana se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.