West Bengal Lakshmi Bhandar Scheme 2021 :- Hello Friends, West Bengal government ne General, Scheduled Caste and Scheduled Tribe ke mahilao ke liye ek bahut hi achhi yojana lekar aayi hai. West Bengal CM Mamta Banerjee ne apne state ke mahilao ke liye “West Bengal Lakshmi Bhandar Scheme” lekar aayi hai. West Bengal ke SC ST cast ke mahilao ko Rs. 1000 aur General cast ke mahiloa ko Rs. 500 diya jayega. Aap is article me West Bengal Lakshmi Bhandar Scheme ki puri jankari prapt kar sakte hai.
West Bengal ke CM Mamta Banerjee ne Assembly Election 2021 me is “West Bengal Lakshmi Bhandar Scheme” ki shuruat ki hai. Is yojana ke tahta West Bengal ke 1.6 Crore mahilao ka labh diya jayega. Is yojana ko 1st July 2021 se shuru kar diya gaya hai. Yadi aap bhi West Bengal ke mahila nagrik hai, To aap “Lakshmi Bhandar Scheme” ka labh utha sakte hai. Iske liye aapko sabse pahle Registration form bharna hoga, Jiski sabhi jankari me is article me share kiya hai.
Aap sabhi mahila nagrik is post me West Bengal Lakshmi Bhandar Scheme se related Scheme Benefit, Eligibility Criteria, Key Features of Scheme, Application Status, Application process check kar sakte hai. Hamne niche is WB Lakshmi Bhandar ke liye online registration karne ke liye direct link & step by step method aap sabhi ke share kiya hai.
पश्चिम बंगाल सरकार ने परिवारों की महिला मुखिया के लिए एक नई “West Bengal Lakshmi Bhandar 2021” की घोषणा की है। पश्चिम बंगाल लक्ष्मी भंडार योजना Trinamool Congress के चुनावी घोषणा पत्र का हिस्सा थी। इस योजना से पश्चिम बंगाल के 1.6 करोड़ परिवारों को लाभ मिलेगा। इस योजना के माध्यम से परिवार की महिला मुखिया को आर्थिक सहायता प्रदान की जाएगी। इस योजना के तहत अनुसूचित जाति और अनुसूचित जनजाति समुदाय के सभी परिवार आवेदन कर सकते हैं।
Aap sabhi mahila ko ham bata den ki “West Bengal Lakshmi Bhandar Scheme 2021” ke tahat General case ke mahilao ko har saal 6000 रुपये aur SC ST Cast ke mahilao ko 12000 रुपये har saal diya jayega. West Bengal government ne is yojana ke liye kuch sharte rakhi hai, Jinko yadi aap pura karte hai, To aap is yojana ke tahat di jane vali rashi ka labh le sakte hai. Niche aap is Scheme ka eligibility criteria check kar sakte hai.
Scheme Name | West Bengal Lakshmi Bhandar Yojana 2021 |
Launched by | West Bengal CM Mamta Banerjee |
Beneficiaries | Female Heads Of Household |
Major Benefit | General: Rs 500 Per Month And Rs 6000 Per Year SC-ST: Rs 1000 Per Month And Rs 12000 Per Year |
No. Of Beneficiaries | 1.6 Crore |
State Name | West Bengal |
Post Category | Mukhyamantri Scheme / Yojana |
Official Website | http://ww.gov.in/ |
पश्चिम बंगाल की मुख्यमंत्री ममता बनर्जी द्वारा शुरू की गई पश्चिम बंगाल लक्ष्मी भंडार योजना। यह लक्ष्मी भंडार (लक्ष्मी का खजाना) पश्चिम बंगाल के 1.6 करोड़ परिवारों की महिला प्रमुखों को मासिक मूल आय सहायता सुनिश्चित करने के लिए एक नई योजना है। इस योजना में, सरकार सामान्य वर्ग के परिवारों को 500 रुपये मासिक (सालाना 6,000 रुपये) और एससी/एसटी के परिवारों को 1,000 रुपये मासिक (सालाना 12,000 रुपये) प्रदान करेगा।
Yadi aap West Bengal Lakshmi Bhandar Yojana ke liye Online Appication Form bharna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
-: Important Direct Links :-
WB Lakshmi Bhandar Yojana 2021 | Apply Online Form Here |
WB Lakshmi Bhandar Yojana Notice | Click Here To Download |
West Bengal Govt. Official Website | https://wb.gov.in/ |
Latest Government Scheme 2021 | Click Here |
Hamne aap sabhi ke sath is West Bengal Lakshmi Bhandar Scheme ke liye Registration process ki puri jankari share kiya hai, Aap sabhi candidates is Lakshmi Bhandar se related sabhi update prapt kar sakte hai.
Yaha hamne Lakshmi Bhandar Yojana 2021 ke bare me jankari diya hai. Hame ummid hai, Aapko yah jankari achi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is Yojana se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…