UP Police Jail Warder / Fireman Result 2020 :- Hello friends, Uttar Pradesh Police Jail Warder / Fireman Exam 19 & 20 December 2020 ko safltapurvak aayojit kar liya gaya hai. Ab is recruitment exam me shamil hone vale sabhi candidates apne Jail Warder / Fireman Result 2020 check aur download karna chahte hai. Isliye hamne niche is exam se related sabhi jankari jaise ki Result, Expected Cut off Marks & Merit list ke bare me jankari diya hai.
Uttar Pradesh Police Recruitment and Promotion Board (UPPRPB) dwara nikali gayi “Jail Warder / Fireman Recruitment ( 3638 + 1679 Posts)” ke liye kai sare candidates ne exam diya hai. Yadi aap bhi is exam me shamil the aur ab janna chahte hai ki iska result kab jari kiya jayega, To iski puri jankari aap sabhi ke sath niche share ki gayi hai.
Latest Update :- UPPRPB ne Jail Warder / Fireman Recruitment exam ka aayojan kar liya hai, Aur bahut jald hi iska Result Date bhi jari kar diya jayega. Aap sabhi niche is exam ka Cut Off marks jan sakte hai. UP Jail Warder Exam Result se related update ke liye hamare sath bane rahe.
UP Police Jail Warder Written Exam Result 2020
UP Police Jail Warder, Fireman, Constable (Mounted Police) ke 5317 Post ke liye written exam me shamil hone vale sabhi students niche Cut Off Marks jan sakte hai. Uttar Pradesh Police Recruitment and Promotion Board bahut hi jald is exam ka result bhi jari karega. Is exam me shamil hone vale sabhi candidates is page me diye gaye direct link se apna result download kar sakte hai.
Aap sabhi candidates ke janakri ke liye bata den ki aisa mana ja raha hai ki UPPRPB 2 mahine bad Jail Warder / Fireman Recruitment Exam Result 2020 online jari karega. Isliye aap sabhi candidates ko thoda wait karna hoga, Jaise hi iska result jari kiya jata hai, Aap uska update yaha is post me prapt kar sakte hai. Sabhi candidates apne roll number ke jariye apna result check kar sakte hai.
UP Police Jail Warder Fireman Recruitment 2020 – Details
Uttar Pradesh Police Bharti Board ne Jail Warder, Fireman, Constable (Mounted Police) ke 5317 Post ke liye written exam ka aayojan kiya hai. Aap sabhi students niche is exam ki puri jankari prapt kar sakte hai.
Board Name | UP Police Recruitment And Promotion Board, Lucknow |
Examination Name | Jail Warder Recruitment Exam 2020 |
Job Profile | Jail Warder, Fireman, Constable (Mounted Police) |
Total No. of Vacancies | 3638 + 1679 |
Exam Date | 19 & 20 December 2020 |
UP Police Jail Warder Result release Date | Available Soon |
Result Deceleration Mode | Online |
Job Type | Police Job |
Selection Process | Written Test Physical Standard Test Document Verification Physical Efficiency Test Merit List |
Official Website | http://uppbpb.gov.in/ |
UP Police Jail Warder Cut off Marks 2020 OBC, UR, SC, ST
Uttar Pradesh ke sabhi students Cut Off Marks ke jariye yah jan sakte hai ki kis category ke candidates ko kitne number par paas kiya ja raha hai. Niche UP Police Jail Warder Expected Cut off Marks 2020 share kiya hai. Jaise hi UP Police officially cut off marks jari karta hai, Ham uski jankari share karenge.
The Cut off Marks Depends on following Factor’s
- No of Total Vacancy
- Performance of Candidates
- Category
- Question Paper Difficulty Level
Category | Cut off Marks |
General | Available Soon |
OBC | Available Soon |
SC | Available Soon |
ST | Available Soon |
How To Check UP Police Jail Warder Result 2020 Online?
Jo bhi candidates UPPRPB result Jail Warder Bharti Result 2020 online check karna chahte hai, Ve niche diye gaye link se apna result download kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap sabhi candidates UP Police ke official website par jaaen.
- Iske home page par “Jail Warder / Fireman Result” ke link par click karen.
- Ab vaha se apne category ke exam result par click karen.
- Ab apna Roll Number aur DOB enter karen.
- Iske baad submit button par click karen.
- Aapka result screen par show ho jayega/
- Ab aap us result ka print out nikal sakte hai.
Important Links For UP Police Jail Warder Result 2020
UP Police Jail Warder Result | Click Here (Available Soon) |
UP Police Board Official Website | Click Here |
UP Police Jail Warder Result Information
- Candidate’s Roll Number
- Form Number
- Name of the candidate
- Father’s Name
- Date of Birth
- Marks obtained in the Written Exam
Aap sabhi candidates upar diye gaye steps ko follow kar apna result online download kar sakte hai. Iske baad yadi aapka naam merit list me shamil hota hai, To aap iske agle selection process ke liye select kar liye jayenge.
Yaha hamne UP Police Jail Warder Result se related update di hai. Yadi aapke man me abhi bhi is exam se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai.