Exam Form

RMLAU Exam Form 2021: Check Avadh University UG PG Exam Form, Application Fee & Exam Schedule

RMLAU Exam Form 2021 :- Dr. Rammanohar Lohia Avadh University ne Year 2021 ke liye Exam form and Exam schedule jari kar diya hai. Yadi aap Avadh University ke UG PG Part 1, Part 2, Part 3 ke students hai, To aap di gayi jankari ki madad se RMLAU Exam Form 2021 fill kar sakte hai. Aap sabhi regular, private and ex-students diye gaye schedule ke anusar Avadh University Part 1, 2, 3 Exam Form online bhar sakte hai.

RMLAU Avadh University ne Session 2021 ke liye Theory and Practical Exam schedule jari kar diya hai, Jiske bad sabhi students BA/ B.Sc/ B.Com 1st/ 2nd/ 3rd Year Exam 2021 ke liye application form bhar sakte hai. RMLAU sabhi courses ka exam bahut hi jald sabhi affiliated colleges me aayojit karne vala hai, Jiske liye exam notification jald jari kiya jayega.

Latest Update :- RMLAU UG PG Part 1, Part 2, Part 3 Exam Form 2021 ke liye notification jari kar diya hai. Niche hamne is Exam se relatd ke Application from, Fees, Exam Date & course wise details share kiya hai.

RMLAU Exam Form 2021 BA BSc BCom

Aap sabhi students ke jankari ke liye bata den ki Dr. Rammanohar Lohia Avadh University (RMLAU) Annual (1st, 2nd, 3rd Year) examination March/ April ke mahine me aur Odd Semester (I, III, V) Nov/Dec mahine me aur Even Semester (II, IV, VI) May/ June ke mahine me aayojit karta hai. RMLAU is session ke liye bhi exam form jari kar chuka hai, Jise aap niche diye gaye link se online bhar sakte hai.

Jo bhi students apne course ke liye Examination Form 2021 bharna chahte hai, Ve RMLAU ke official website @rmlau.ac.in par jakar online application form bhar sakte hai. Aap sabhi students niche diye gaye link se is RMLAU Exam Form 2021 ki full details prapt kar sakte hai.

Avadh University Part 1, 2, 3 Exam Form 2021 – Details

University NameDr. Ram Manohar Lohia Avadh University, Ayodhya
Examination NameAvadh University Part 1, 2, 3 Exam 2021
CoursesUndergraduate/ Postgraduate
Form Fill Up DateTo be announced
Exam Form Fill Up ModeOnline
Article CategoryExamination Form
Exam DateTo be announced
Official Websitehttp://www.rmlau.ac.in/

RMLAU Examination Form 2021 UG & PG

RMLAU Avadh University se ek bahut bade sankhya me students har saal iske UG/PG Degree and Diploma Courses ke exam me shamil hote hai. Avadh University sabhi courses ke exam ke liye notification online apne official website @rmlau.ac.in par jari karta hai.

Jo bhi students Avadh University 1st, 2nd or 3rd Final End Term Theory and Practical Examination me shamil hone vale hai, Ve niche diye gaye Exam schedule ke anusar exam application form bhar sakte hai. Aap sabhi ko is page par samay samay me sabhi exams ka details share kiya jayega.

RMLAU Examination Form 2021 – Important Dates

EventsImportant Date (Tentative)
The start date for Online Application (UG/PG)March 2021
Last date of Fee Submission (UG/PG)March 2021
Last date for Online Application (UG/PG)June 2021
Dates for Entrance Examination (UG/PG)June 2021
Result Declaration of Entrance Examination (UG/PG)June 2021

How To Fill RMLAU UG/ PG Exam Form 2021?

Yadi aap Avadh University ke UG PG ke kisi bhi course ke liye examination form bharna chahte hai, Ve niche diye gaye steps ko follow kar sakte hai :-

  • Sabse pahle aap RMLAU ke official website @rmlau.ac.in par visit kare.
  • Iske home page par “Examination Notification” section par click kare.
  • Iske bad vaha se apne Course select kare, Aur Exam Form ke link par click karen.
  • Ab aapke screen par “Annual or Semester Exam” ka form open ho jayega.
  • Ab aapko us form me apne sare details enter karne hai.
  • Iske bad aapko apna Document aur Photo & Signature upload karna hai.
  • Aur fir Admit card jari ho jane par aap is exam me shamil ho sakte hai.

Important Links For RMLAU Exam Form 2021

RMLAU UG PG Exam Form 2021Click Here
RMLAU Official WebsiteClick Here

About RMLAU Avadh University

Dr. Ram Manohar Lohia Avadh University is also known as Avadh University. The University was established in 1975 and located in the most known city i.e. Faizabad, Uttar Pradesh (UP). Uttar Pradesh govt established university inherent named Avadh university later in 1994 the university was renamed to RMLAU.

Leave a Comment