Jharkhand Madhyama Exam Date Sheet 2022 :- Hello Friends, Jharkhand Academic Council (JAC) ne Madhyama (Sanskrit) Board Exam 2022 ke liye Date Sheet release kar diya hai. JAC dwara jari kiye gaye Date Sheet notification ke anusar Madhyama Sanskrit Exam March 2022 me aayojit kiya jayega. JAC ne apne official website @jac.jharkhand.gov.in par “Madhyama Annual Exam Date Sheet 2022” release kiya hai. Sabhi students is page me diye gaye direct link se Madhyama Sanskrit Exam Date Sheet download kar sakte hai.
Jharkhand Board Madhyama Exam 2022 ke liye Date Sheet online jari kar diya hai. JAC Madhyama Board Exam 2022 ke liye Registration Form bhar kar aap bhi is exam me shamil ho sakte hai. Aap sabhi students ko is Madhyama Exam Date Sheet 2022 download karne ke liye JAC ke official website @jac.jharkhand.gov.in par visit karna hoga. Hamne niche JAC Madhyama Exam Date Sheet 2022 se related sabhi janakri share kiya hai.
Jharkhand Madhyama Exam Date Sheet 2022
Jharkhand Academic Council ne Madhyama Examination i.e Sanskrit Board Exam Date 2022 jari kar diya hai. JAC Madhyama Sanskrit Exam March 2022 me aayojit karne ja raha hai. Jharkhand Board Madhyama Exam 2022 ke liye official date sheet March 2022 me jari karega. Hamne niche expected Madhyama Exam Date sheet 2022 aap sabhi ke sath share kiya hai. Sabhi students official Madhyama Exam Date Sheet / Time Table 2022 release ho jane ke bad JAC ke official website se online download kar sakte hai.
JAC Madhyama Exam Date Sheet 2022: Overview
Board Name | Jharkhand Academic Council |
Exam Name | JAC Madhyama Exam 2022 |
Session | 2020-22 |
Madhyama Exam Date 2022 | To be Announced |
Registration Date | Check Here |
Official website | https://www.jacinter-online.com/regn2019-21/ |
Jharkhand Sanskrit Exam Date Sheet 2022
Jharkhand Madhyama Sanskrit Exam March 2022 me aayojit kiya jayega. Jharkhand Sanskrit Board yah exam 2 sittings me aayojit karega. JAC Madhyama Exam 2022 1st sitting 9:45 AM se 1:00 PM tak liya jayega, Aur 2nd sitting 2:00 PM se 5:15 PM tak liya jayega. Jo bhi students JAC Madhyama Exam 2022 ke liye Registration form bharnge, Ve niche diye gaye link se is Madhyama Sanskrit Exam ka date sheet online download kar sakte hai.
Check This :- Jharkhand Madhyama Registration 2022: Madhyama Exam Registration Form, Date, Fee 2022
JAC Madhyama Exam 2022: Important Dates
Release of official Notification for JAC Madhyama Exam 2022 | January 2022 |
Start of Online Exam Form Filling for JAC Madhyama Exam 2022 | January 2022 |
End of Online Exam Form Filling for JAC Madhyama Exam 2022 | January 2022 |
Release of JAC Madhyama Exam 2022 Admit Card | February 2022 |
Start of Madhyama Exam 2022 | March 2022 |
End of Madhyama Exam 2022 | March 2022 |
Release of Madhyama Exam Result 2022 | May 2022 |
JAC Madhyama Exam Dates 2022
Jharkhand Academic Council (JAC) ne Madhyama Exam 2022 ke liye Date Sheet/Time Table online jari kar diya hai. JAC Board yah Madhyama Exam March 2022 me aayojit karne ja raha hai. Sabhi student is Exam ke liye registration karenge, Uske bad date sheet ke anusar is exam me shamil ho sakte hai. JAC Madhyama Exam Date Sheet 2022 online kaise download karna hai, Iski puri jankari niche share ki gayi hai.
JAC Madhyama Exam Schedule 2022
Exam Date [Tentative] | 1st Sitting (9:45 AM to 1:00 PM) | 2nd Sitting (2:00 PM to 5:15 PM) |
March 2022 | Sanskrit Paper-l (Grammer) | Sanskrit Paper-ll (Literature) |
March 2022 | Sanskrit Paper-lll (Ved, Astrology) | Sanskrit Paper-lV (Rastra Bhasha Hindi) |
March 2022 | Sanskrit Paper-V (Social Science) | Sanskrit Paper-Vl (English) |
March 2022 | Science | Mathematics |
March 2022 | Pourohity | Music (Theory) |
March 2022 | Home Science (Theory) | Khariya / Khoratha / Kumali / Nagpuri / Panch Parganiya / Maithili / Bhojpuri / Ho / Santhali / Mundari / Urao |
March 2022 | Commerce | __ |
How To Download JAC Madhyama Exam Date Sheet 2022 Online?
Jo bhi candidates JAC Madhyama Exam Date Sheet 2022 Online download karna chahte hai, Ve niche diye gaye steps follow kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap Jharkhand Board (JAC) ke official website – @www.jac.jharkhand.gov.in par visit kare.
- Iske Home Page par “Latest Announcement” Section par click kare.
- Ab vaha se ”Madhayam Exam Date Sheet 2022” ke link par click kare.
- Is link par click karte hi, Ek naya page open hoga.
- Madhyama 2022 Exam Date sheet ka ek pdf open ho jayega.
- pdf download karke, Ek print out nikal len.
-: Important Links: :-
Madhyama Exam Date Sheet 2022 | Click Here To Download |
Madhyama Registration Form 2022 | Click Here To Download |
JAC Official Website | Click Here |
Aap sabhi candidates hamare diye gaye link se Jharkhand Madhyama Exam Date Sheet 2022 download kar sakte hai. Yaha hamne JAC Madhyama Exam se related sabhi jankari pradan ki hai.
Yadi aapke paas abhi bhi isse related koi question hai, To aap apna question hamse niche comment box me puch sakte hai.