Gujarat Career Portal Login :- Hello Friends, Gujarat State Government ne apne sabhi Students ke education & carrier ke liye bahut achha kam kar rahi hai. Abki bar fir se Gujarat government ne apne sabhi students ke liye “Gujarat Career Portal/App” ki shuruat ki hai. Sabhi students is career portal ke jariye apne Career & Education ke regarding sabhi jankari prapt kar sakte hai.
Gujarat State ke sabhi students is Career Portal/ App par Login karke, Education and Career se related sabhi latest update prapt kar sakte hai. Gujarat ke jitne bhi unemployed youth hai, Un sabhi ke liye yah “Gujarat Career Portal” bahut hi vadiya kam karti hai. Sabhi log is Career app ke jariye, Gujarat government ke sabhi latest job & education ke bare me pata kar sakte hai.
Gujarat Career Portal App par login karke, Sabhi Latest Job se related details prapt kar sakte hai. Hamne aaj ke is post me Gujarat Career Portal download karne ke liye aur Register karne ke bare me jankari diya hai. Aap sabhi candidates Gujarat Career Portal se related sabhi details yaha is post me check kar sakte hai.
Gujarat Career Portal App
Gujarat Government ne is portal ko career guidance and job information dene ke liye taiyar kiya gya hai un students ke liye jo abhi padhai kar rahe hain ya padhai puri kar chuke hai. Is portal ki sahayta se students jo matric aur inter pass kar chuke hain unhe jankari di jayegi aage aane bale exams, jobs, scholarships ke bare me sirf ek hi site/ portal par.
Gujarat ke jo bhi students poverty line se niche hai ya poor families se belong karte hai, Ve is “Gujarat Career Portal” par sabhi career, colleges exam, scholarship, professional career etc. se related jankari prapt kar sakte hai.
Gujarat Career Portal Overview
Portal Name | Gujarat Career Portal |
Launched By | Gujarat Government |
Implemented by | Samagra Shiksha – Gujarat |
App Size | 24 MB |
Beneficiaries | Class 9th to 12th Students |
Objective | Career Guidance Portal |
Official Portal | www.gujaratcareerportal.com |
Gujarat Career Portal – Career Information
Gujarat ke is Career Portal ke website ka link hai – gujaratcareerportal.com. Is portal ko sirf Registration Number se khola ja sakta hai. Is Portal me kai sare teachers ki bharti ki ja rahi hai. Sabhi district se 2 Teacher select kiye jayenge. Sabhi teachers ko district level par trained kiya jayega, Aur fir ve apne sabhi student ko portal join karne ko kahenge.
Iske bad sabhi students is “Gujarat Career Portal” par new career option, entrance test in 2021, Scholarship and higher institution ke bare me information prapt kar sakte hai.
Gujarat Career Portal – Benefits
गुजरात कैरियर पोर्टल या ऐप गुजराती के सभी छात्रों के लिए कैरियर विकल्प, कॉलेज, प्रवेश परीक्षा और छात्रवृत्ति के लिए बहुत उपयोगी होगा। नीचे दिए गए कुछ महत्वपूर्ण लाभ देखें।
- इस गुजरात कैरियर पोर्टल या ऐप के आधिकारिक पोर्टल के माध्यम से, सभी छात्रों को अपनी पढ़ाई के बाद कैरियर के विकल्प खोजने के बारे में कुछ दिशानिर्देश मिलेंगे।
- गुजरात सरकार ने एक आधिकारिक पोर्टल के साथ एक ऐप भी लॉन्च किया है। तो छात्र मोबाइल ऐप पर पंजीकरण करके भी इस योजना का लाभ उठा सकते हैं।
- गुजरात कैरियर पोर्टल में, सभी छात्र किसी भी छात्रवृत्ति योजना या किसी भी प्रवेश परीक्षा के बारे में संक्षिप्त विवरण ले सकते हैं, जिसमें से वे अपनी आवश्यकताओं के अनुसार नौकरी या आगे की पढ़ाई के लिए आवेदन कर सकते हैं।
Gujarat Career Portal – Available Service
- Exploring careers
- Colleges
- Exams
- Scholarships
- Vocational Careers
How To Download Gujarat Career Portal/ App?
Yadi aap Gujarat Career Portal online download karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
- Sabse pahle aap Gujarat Career Portal ke official website @gujaratcareerportal.com par visit kare.
- Iske home page par se “download the carrier app” par click kare.
- Ab aap apne Google Play Store par chale jayenge.
- Ab vaha se aap Instal karke, Download kar len.
- Is tarah aap Gujarat Career Portal download kar sakte hai.
How to Register Online on Gujarat Career Portal?
Yadi aap bhi Gujarat state ke Class 10th & 12th ke students hai, Aur apne future ke career ke bare me jankari prapt karna chahte hai, To niche diye steps ke jariye Gujarat Career Portal par online registration kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap Gujarat Career Portal ke official website @gujaratcareerportal.com par jaaen.
- Iske home page par aapse “Username & Password” enter kare.
- Ab login button par click kar den.
- Iske bad apne aap se related sabhi details enter kare.
- Is tarah aap Gujarat Career Portal par register ho chuke honge.
- Iske bad students career search, entrance test, national & international scholarship ke bare me full detail prapt kar sakte hai.
- Gujarat Government dwara shuru ki gayi Career Portal ke jariye apne career ke bare me jaruri details prapt kar sakte hai.
Important Links For Gujarat Career Portal Registration
Yaha hamne is Gujarat Career Portal ki puri jankari pradan ki hai. Yadi aapke man me abhi bhi “Gujarat Career Portal” se related koi question hai, To aap apna question hamse niche comment box me puch sakte hai.