SWAYAM Results March 2021 :- Hello Friends, Ministry of Education & Government of India ne SWAYAM March Exam 2021 ka aayojan kiya tha. Yadi aap bhi SWAYAM Results 2021 Date ki khoj rahe hai, Taki aap NPTEL Exam 2021 me shamil ho sake, To bilkul sahi jagaha hai, Yaha aap sabhi ke sath SWAYAM Results 2021 se related sabhi details share kiye gaye hai.
SWAYAM March Exam 2021 ka Result, Cut Off Marks, Merit List, Pass Marks, Certificate & Selection List bahut hi jald online release kiya jayega. India ke jo bhi students SWAYAM March Exam 2021 attempt kiye hai, Ve sabhi students apna Result online official website @swayam.gov.in. se check kar sakte hai.
Indian Government & Ministry of Education Department CEC, IIMB, IGNOU & NITTTR Courses ke liye SWAYAM Result 2021 online release karega. Aap sabhi students SWAYAM March Exam Result 2021 se related jankari prapt karne ke liye is article ko last tak jarur padhe.
SWAYAM Test Result March 2021
Ministry of Education & Government of India ne 25th and 26th March 2021 ko SWAYAM NIOS, IGNOU, NITTTR, AICTE, UGC and courses ke liye Examinations aayojit kiya tha. India ke bahut sare students is Study Webs of Active – Learning for Young Aspiring Minds Test (SWAYAM) Exam me shamil huye the. Ab sabhi students SWAYAM Exam Results March 2021 ka wait kar rahe hai.
SWAYAM March Exam Results 2021 online iske official portal @https://swayam.gov.in/ par May 2021 me release kar diya jayega. SWAYAM Results 2021 check karne ke liye direct link is post me provide kiya gaya hai. Sabhi students officially SWAYAM Exam, Cut Off Marks and Merit List jari ho jane ke bad, Yaha diye gaye link se apna Result online download kar sakte hai.
SWAYAM Test Examination 2021
SWAYAM एक संस्कृत का संक्षिप्त नाम है जो स्टडी वेब्स ऑफ एक्टिव-लर्निंग फॉर यंग एस्पायरिंग माइंड्स (Study Webs of Active-Learning for Young Aspiring Minds) के लिए है। यह एक इंडियन मैसिव ओपन ऑनलाइन कोर्स (MOOC) प्लेटफॉर्म है। SWAYAM को Microsoft की मदद से MHRD और AICTE द्वारा सहकारी रूप से विकसित किया गया है और 2,000 पाठ्यक्रमों की सुविधा के लिए सुसज्जित है।
SWAYAM टेस्ट में वो छात्र शामिल हो सकते है, जो छात्र कक्षा 9 से 12 वीं कक्षा में हैं और ऑनलाइन पाठ्यक्रम के लिए मंच प्राप्त करना चाहते हैं। यह SWAYAM होस्ट कोर्स बिल्कुल फ्री हैं। यह छात्रों को पढ़ाने के लिए IITs, IIMs, IISERs, etc. जैसे केंद्रीय वित्त पोषित संस्थानों के प्रोफेसरों के द्वारा सक्षम बनाता है।
SWAYAM March Result 2021 Details
India ke jo bhi students Online Integrated Platforms me various graduate and postgraduate degree courses me Admission lena chahte hai, Unhe yah SWAYAM Test qualify karna hota hai. Har saal Organization SWAYAM Examination ka aayojan tin bar karta hai, Jaise ki March, September & December mahine me karta hai.
Ab aap jante honge ki SWAYAM March Exam 2021 complete kar liya gaya hai, Aur May – June 2021 me SWAYAM NPTEL March Exam Result release hone ki umid hogi. Jo bhi students is SWAYAM Test me qualify karenge Unhe online mode me E-certification diya jayega.
SWAYAM NPTEL March Exam Results 2021 Date
Organization Name | Ministry of Education, Government of India |
Exam Name | SWAYAM March Exam |
Exam Full name | (Study Webs of Active-Learning for Young Aspiring Minds) |
Exam Date | 25th and 26th March 2021 |
SWAYAM Results March Date | May Month (Expected) |
Result Status | Available Soon |
Location | Across India |
Official Website | https://swayam.gov.in/ |
SWAYAM Merit List & Selection List 2021
SWAYAM Examination authority dwara March Exam 2021 ki SWAYAM Merit List and Selection List 2021 online jari kiya jayega. Isliye sabhi candidates SWAYAM ke official website @https://swayam.gov.in/ par visit karenge, Aur vaha se Merit List PDF download karenge.
SWAYAM Test me jo bhi students good marks and merit score karte hai, Unhe agle round ke liye call kiya jata hai. Aap sabhi students SWAYAM Merit List me apna Name, Father’s Name, Registration number, Roll Number, marks scored & other details check kar sakte hai.
SWAYAM Cut Off Marks March 2021
Ministry of Education & Government of India ne abhi tak koi bhi SWAYAM Cut Off March 2021 ke liye officially release nahi kiya hai. Lekin bahut hi jald SWAYAM apne official website par PDF form me Cut off Marks release karega. Aap sabhi students NPTEL Cut Off Marks online download karne ke liye iske official portal par visit kar sakte hai.
SWAYAM Test me jo bhi students shamil huye hai, Ve apne Category i.e General / OBC / PH / EBC / ST / SC ke anusar minimum passing marks score karenge. Aapko bata den SWAYAM Cut Off Marks ko un students ke total number par depend hoga, Jo is exam me shamil huye hai, Aur candidate category, previous year cut-off marks, toughness of the question paper ke base par hoga.
How To Check SWAYAM March Result 2021?
Yadi aap SWAYAM March Result & Merit List 2021 online download karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
- Sabse pahle aap SWAYAM ke official website @https://swayam.gov.in/ par visit kare.
- Iske home page par “Latest Update” section par click kare.
- Ab agle page se “SWAYAM March Result & Merit List 2021” ke link par click kare.
- Iske bad aap apna “Details” enter kare.
- Aapka Result aapke screen par show ho jayega.
- Result download kare, Aur ek print out nikal len.
-: Important Links :-
SWAYAM March Exam Result 2021 | Click Here To Download |
SWAYAM Official Website | https://swayam.gov.in/ |
Hamne aaj ke is post me “SWAYAM March Exam Result & Merit List 2021” se related sabhi update share kiya hai. Result jari ho chuka hai aur aap upar diye gaye Result link se online result download kar sakte hai.
Yadi aapko isse related koi saval puchna hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai.