Sarkari Yojna Hindi

Grahak Seva Kendra (CSP) Registration: ग्राहक सेवा केंद्र कैसे खोलें?

Grahak Seva Kendra (Customer Service Point) Registration :- Hello Friends, Yadi aap Grahak Seva Kendra (ग्राहक सेवा केंद्र) kholna chahte hai, Aur logo ke bich banking facility provide karna chahte hai, To aapko sabse pahle Grahak Seva Kendra Kya hai, Iske bare me jan lena chahiye. Aaj ke is article me hamne Grahak Seva Kendra (CSP) ke bare me puri jankari diya hai. Grahak Seva Kendra ke liye online registration kaise karna hai, Iski bhi jankari hamne share kiya hai.

Pradhan Mantri ke Digital India Program ke tahat desh ke kone kone tak Banking aur any facility pahchane ke udeshya se Grahak Seva Kendra (CSP) ki shuruat ki gayi hai. Grahak Seva Kendra (CSP) simit len den aur vyapar ki sourcing karke ek Mini Bank ke rupe me kam karta hai. Grahak Seva Kendra apne sabhi grahko ko paise nikalne aur jama karne me madad karta hai. CSP Registration online kaise karna hai, Iski sabhi jankari nice is post me share ki gayi hai.

Grahak Seva Kendra jise CSP bhi kaha jata hai, Iska Full Form “Customer Service Point (कस्टमर सर्विस पॉइंट)” hai. Hamne aaj ke is post me Grahak Seva Kendra me kaun kaun se kam hota hai, Iske bare ma batlaya hai. Grahak Seva Kendra (CSP) kholne ke liye aapko online registration karna hoga, In sabhi ki jankari hamne niche post me share kiya hai.

Grahak Seva Kendra (CSP) Kya Hai?

Grahak Seva Kendra (CSP) सीमित लेनदेन और व्यापार की सोर्सिंग करके एक Mini Bank के रूप में कार्य करता है| यह योजना प्रधानमंत्री के Digital India Program के तहत देश के कोने कोने तक बैंकिंग तथा अन्य सुविधाएं पहुंचाने के उद्देश्य से ग्राहक सेवा केंद्र CSP की शुरुआत की गयी है| ईन केन्द्रों के माध्यम से डिजिटल माध्यम से बैंकिंग तथा अनु सेवाओं का लाभ पहुंचाया जा रहा है|

Yadi aap ek Computer ko achhi tarah samajh aur chla sakte hai, To aap Grahak Sevak Kendra (Customer Service Point) kholkar logon ko digital madhyam se sevaye pradan kar paise kama sakte hai. Aap sabhi interested candidates Digital India ke official website @www.digitalindiacsp.in par jakar Grahak Seva Kendra (CSP) ke liye Online Registration kar sakte hai.

Grahak Seva Kendra (CSP) Kaise Khole?

Aap sabhi interested candidates Grahak Seva Kendra (CSP) do tarah se khol sakte hai. Aap bina kisi ke help se akele hi Grahak Sevak Kendra khol sakte hai. Grahak Seva Kendra kholkar har mahine 25 se 30 Hajar rupaye aasani se kama sakte hai.

Through Bank:

Aap sabhi log Grahak Seva Kendra apne Bank ke jariye khol sakte hai. Iske liye aapko apne Bank jana hoga, Aur vaha aapko Bank Manager se milna hoga. Iske bad aapko apne eligibility and investment ke bare me batana hoga. Yadi aap iske liye eligible honge, Tab aapko Bank dwara ek Username & Password diya jayega. Iske sath hi aap Grahak Seva Kendra ke liye 1.5 Lakh Rupaye ka loan bhi le sakte hai.

Through Company:

Iske sath hi aap kisi bhi ek Company ke jariye Grahak Seva Kendra khol sakte hai. India me aise kai Company hai jaise ki Oxigen Online, Sanjivani, FIA Global, Vyam Tech etc. jo ki Grahak Sevak Kendra ka facility provide karta hai. Iske liye aapko in Company se contact karna hoga. Iske sath hi Company se CSP kholne par total risk aapko lena hoga.

CSP Grahak Seva Kendra Functions

देश के नागरिकों को आमतौर पर ग्राहक सेवा केंद्रों के माध्यम से वही सुविधाएं प्रदान की जाती हैं जो वे बैंक में जाकर प्राप्त करते हैं| यहां हम ग्राहक सेवा केंद्र (CSP) के तहत प्रदान की गई सेवाओं के बारे में जानकारी प्रदान कर रहे हैं|

  • Bank account opening facility
  • Facility to link bank account with aadhar card
  • Facility to link bank account with PAN
  • Fund transfer facility
  • insurance service facility
  • FD or RD
  • Customer can withdraw money from bank account
  • Facility to deposit money in customer’s bank account

Income from the Customer Service Point (CSP)

आप CSP के माध्यम से 25000 से 30000 रुपये मासिक कमा सकते हैं| बैंक मित्र को प्रत्येक बैंक द्वारा अलग-अलग कमीशन दिए जाते हैं|

  • On opening a bank account through Aadhar card – ₹25
  • Linking Bank Account with Aadhar Card – ₹5
  • 0.40% commission per transaction for depositing and withdrawing money into the customer’s account
  • Pradhan Mantri Jeevan Jyoti Bima Yojana – ₹ 30 per account per annum
  • On Pradhan Mantri Suraksha Bima Yojana – ₹ 1 per year

Eligiblity for Opening & Maintaining of CSP

  • उम्र कम-से-कम 21 वर्ष (AT LEAST 21 YEARS OF AGE)
  • कम्प्यूटर का सामान्य ज्ञान रखने वाले (COMPUTER LITERATE)
  • कार्य मेंअपनी कुछ पूंजी लगा सकने की क्षमता वाले (WILLING TO INVEST SOME MONEY IN PROJECT)
  • जिम्मेवार (RESPONSIBLE)
  • कर्मठ (LABOURIOUS)
  • बेरोजगार ब्यक्ति (UNEMPLOYED)

Requirements

  • 250 to 300 sq feet outlet
  • one counter
  • one laptop or desktop
  • internet connectivity(broadband/dongle)
  • electricity backup

Grahak Seva Kendra Online Registration Process

Jo bhi ichhuk labharthi Grahak Seva Kendra ke liye online registration karna chahte hai, Ve sabhi Niche diye gaye Steps follow kar sakte hai :-

  • Sabse pahle aap Digital India (CSP) ke official website par visit kare.
  • Digital India Official Website => यहाँ क्लिक करें
  • Iske Home page par “Online Registration” tab par click kare.
  • Iske bad ek Page khulega, Jaha aapko Self Online Registratin karna hoga.
  • Is Regisration form aapko apna Name, Fathers Name, Aadhar Number, Email ID, Mobile Number, DOB, Educational Qualification details enter karne honge.
  • Iske bad aap apne present business ke bare me jankari den.
  • Iske bad aapko apne Village, Panchyat, Block, District & State select karna hai.
  • Iske bad captcha code bharkar form submit kar den.

-: Important Direct Links :-

CSP Online RegistrationClick Here
Digital India Official WebsiteClick Here

इस प्रकार आप सभी ऊपर दिये गये स्टेप्स को फॉलो कर आसानी से ग्राहक सेवा केंद्र के लिए ऑनलाइन आवेदन कर सकते हैं|

यदि आपको अभी भी ग्राहक सेवा केंद्र से सम्बन्ध मे कोई सवाल हैं तो आप सभी कमेंट के माध्यम से अपना सवाल हमसे पूछ सकते हैं|

Contact

  • Digital India Oxigen Private Limited
  • Corporate Office / Correspondent Address
  • 11/37, R.G. Towers,
  • Above arrow Showroom,
  • Bangalore-560038,
  • Karnataka, India
  • +91-9903938448
  • digitalindiacsp@gmail.com
  • info@digitalindiacsp.in

Leave a Comment