Bihar Parichari Sahayak Recruitment 2021 :- Hello Friends, Bihar Education Department ne Parichari & Sahayak ke 2301 Post ke liye recruitment notification release kiya hai. Bihar ke jo bhi candidates Sahayak (Clerk) and Parichari (Attendant) post ke liye recruitment ka wait rahe the, Ve sabhi candidates online Application form bhar sakte hai. Bihar Parichari & Sahayak Bharti 2021 se related sabhi details niche share kiya hai.
Bihar Education Department ne Parichari Sahayak ke 2301 Post ke liye vacancy nikala hai, Yadi aapke iske liye form apply karna chahte hai, To aap sabse pahle iska notification check kar len, Yadi aap is vacancy ke liye eligible hai, To aap July 2021 se August 2021 tak application form fill up kar sakte hai. Hamne is article me Bihar Parichari & Sahayak Recruitment 2021 se related sabhi details Eligibility Criteria, Qualification, Age Limit details share kiya hai.
Latest Update :- Bihar Education Department ne 2301 Post Parichari & Sahayak Recruitment 2021 ke liye Notification release kiya hai. Aap sabhi candidates is bharti ke liye application form is article me diye gaye link se bhar sakte hai.
Bihar Parichari Sahayak Recruitment 2021
Bihar Education Department ne Parichari & Sahayak Post ke liye vacancy notification release kiya hai. Bihar government ek bahut hi badi Recruitment Exam ka aayojan karne ja raha hai. Hamne is recruitment se related sabhi jankari share kiya hai, Iske sath is Parichari & Sahayak (2301 Post) Recruitment ke liye Form fill karne ke liye, Direct Link & Step by step method bhi share kiya hai.
शिक्षा विभाग ने स्कूल सहायक (क्लर्क) और परिचारी (आदेशपाल) के 2301 पदों पर भर्ती के लिए नोटिफिकेशन जारी किया है | ऐसे उम्मीदवार जो बिहार स्कूल सहायक (क्लर्क) और परिचारी (आदेशपाल) के पद के लिए आवेदन करने के लिए इच्छुक है उनको ऑफिसियल नोटिफिकेशन अवश्य पढ़ना चाहिए |
Bihar Govt. ne apne official website @state.bihar.gov.in par Parichari & Sahayak Vacancy 2021 Notification PDF jari kiya hai. Bihar Education Dept. July 2021 se August 2021 tak is Vacancy ke liye Application form accept karega. Hamne Bihar Parichari & Sahayak Bharti 2021 Eligibility Criteria, Qualification, Age Limit details bhi check kar sakte hai.
Bihar SHSB ANM Vacancy 2021- Overview
Authority Name | Bihar Education Department |
Article Name | Parichari & Sahayak Recruitment 2021 |
Post Name | Sahayak (Clerk) and Parichari (Attendant) |
Total No. of Post | 2301 Post |
Application Date | Update Soon |
Apply Mode | Online Only |
Official Website | http://state.bihar.gov.in |
Bihar Parichari Sahayak Bharti (2301 Post) Notification 2021
Bihar Education Department ne Parichari Sahayak ke 2301 Post ke liye Recruitment notification jari kiya hai. Sabse pahle aap sabhi candidates is Parichari Sahayak Recruitment notification check karne, Aur yadi aap iske eligibility criteria ko full fill karte hai, To aap iske liye online Form Apply kar sakte hai.
Post Name | Total Post |
परिचारी | 1129 |
सहायक | 1172 |
Bihar State me aise kai candidates hai, Jo berojgari ke karan new vacancy ka wait kar rahe hai. Jiske bad Bihar Government ne Parichari & Sahayak Post ke liye Recruitment notification release kiya hai. Sabhi candidates niche diye gaye direct link se Parichari Sahayak Vacancy ke liye apply kar sakte hai.
Bihar Parichari Sahayak Vacancy 2021- Eligibility Criteria
Education Qualification :
- Parichari – 10th pass
- Sahayak – 12th Pass (Intermediate) + 6 Months Diploma in Computer
Age Limit:
- Minimum Age – 18 Years
- Maximum Age – State Govt will decide later
Application Fee:
- General/ OBC/ EWS – Updated Soon
- SC/ ST/ PH – Updated Soon
Salary:
- Parichari – Rs.15200/-
- Sahayak – Rs.16500/-
Selection Procedure:
- Selection will be made on the basis for Merit List
How To Apply For Parichari Sahayak Recruitment 2021?
Yadi aap Bihar Parichari Sahayak Recruitment 2021 (2301 Post) ke liye online apply karna chahte hai, To aap niche diye steps ko follow kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap Bihar Govt. ki official website @state.bihar.gov.in par visit kare.
- Iske home page par “Recruitment / Career” Section par click kare.
- Ab vaha se “Parichari & Sahayak 2301 Post Recruitment 2021” ke link par click kare.
- Sabhi details padhne ke bad, “Apply Online” par lcick kare.
- Registration Form fill kare, Aur Documents upload kare.
- Apna registration fee pay kare.
- Registration form submit kar den, Aur ek print out nikal len.
-: Important Direct Links :-
Apply Online For Parichari Sahayak Bharti | Click Here |
Parichari Sahayak Vacancy Notification | Click Here |
Bihar Government Official Website | Click Here |
Bihar Parichari Sahayak District Wise Vacancy Detail
District | Parichari Post | Sahayak Post |
बैशाली | 42 | 25 |
बेगुसराय | 53 | 21 |
सहरसा | 16 | 04 |
नवादा | 18 | 49 |
पटना | 48 | 167 |
अरवल | 17 | 20 |
गोपालगंज | 31 | 11 |
छपरा | 64 | 94 |
जमुई | 32 | 25 |
किशनगंज | 13 | 15 |
पचिश्मी चंपारण | 25 | 09 |
अररिया | 15 | 15 |
कटिहार | 13 | 04 |
सुपौल | 24 | 17 |
मधुबनी | 60 | 26 |
दरभंगा | 13 | 09 |
बक्सर | 34 | 24 |
नालंदा | 57 | 50 |
कैमूर | 14 | 29 |
भोजपुर | 44 | 32 |
मधेपुरा | 21 | 13 |
समस्तीपुर | 55 | 05 |
जहानाबाद | 10 | 19 |
सिवान | 30 | 41 |
रोहतास | 53 | 72 |
गया | 25 | 69 |
मुंगेर | 16 | 17 |
भागलपुर | 27 | 14 |
बांका | 22 | 21 |
पूर्वी चंपारण | 24 | 64 |
मुजफ्फरपुर | 61 | 32 |
औरंगाबाद | 52 | 09 |
खगड़िया | 19 | 10 |
लखीसराय | 21 | 14 |
सीतामढ़ी | 41 | 50 |
पूर्णिया | 21 | 23 |
शिवहर | 07 | 04 |
शेखपुरा | 14 | 06 |
Aap sabhi candidates diye gaye link se Bihar Parichari Sahayak Application form bhar sakte hai. Iske bad aap apne Registration Number ke jariye Admit Card download kar sakte hai, Aur fir iske Exam me shamil ho sakte hai.
Yaha hamne Bihar Parichari Sahayak Recruitment 2021 ki puri jankari share ki hai. Yadi aapko abhi bhi is recruitment se related koi aur details chahiye, To niche aap apna saval comment box me puch sakte hai.