IBPS Clerk XI Recruitment 2021 :- Hello Friends, Yadi aap Clerk vacancy ka wait kar rahe the, To aapke liye IBPS Department ne CRP Clerk-XI ke 5830 Post ke liye recruitment notification release kiya hai. Institute of Banking Personnel Selection (IBPS) ne Clerk XI ke 5830 par job ke liye vacancy nikala hai. Aap sabhi interested candidates IBPS Clerk XI Recruitment 2021 se related sabhi details is article me check kar sakte hai.
IBPS Department ne CRP Clerk XI ke 5830 Post ke liye vacancy nikala hai, Yadi aapke iske liye form apply karna chahte hai, To aap sabse pahle iska notification check kar len, Yadi aap is vacancy ke liye eligible hai, To aap 12th July 2021 se 1st August 2021 tak application form fill up kar sakte hai. Hamne is article me Clerk Recruitment 2021 se related sabhi details Eligibility Criteria, Qualification, Age Limit details share kiya hai.
Latest Update :- IBPS Department ne 5830 Post Clerk-XI Recruitment 2021 ke liye Notification release kiya hai. Aap sabhi candidates is bharti ke liye application form 12th July 2021 se is article me diye gaye link se bhar sakte hai.
IBPS Clerk XI Recruitment 2021
IBPS Department ne Clerk Post ke liye vacancy notification release kiya hai. Bihar government ek bahut hi badi Job Exam ka aayojan karne ja raha hai. Hamne is recruitment se related sabhi jankari share kiya hai, Iske sath is Clerk XI (5830 Post) Recruitment ke liye Form fill karne ke liye, Direct Link & Step by step method bhi share kiya hai.
IBPS ne apne official website @www.ibps.in par CRP Clerk XI Vacancy 2021 Notification PDF jari kiya hai. IBPS 12th July 2021 se 1st August 2021 tak is Vacancy ke liye Application form accept karega. Hamne IBPS CRP Clerk-XI Bharti 2021 Eligibility Criteria, Qualification, Age Limit details bhi check kar sakte hai.
IBPS CRP Clerk XI Vacancy 2021- Overview
Authority Name | Institute of Banking Personnel Selection (IBPS) |
Article Name | CRP Clerk – XI Recruitment 2021 |
Post Name | CRP CLERKS-XI |
Total No. of Post | 5830 Post |
Application Date | 12th July 2021 – 1st August 2021 |
Apply Mode | Online Only |
Official Website | http://www.ibps.in |
IBPS Clerk-XI Bharti (5830 Post) Notification 2021
IBPS Department ne Clerk-XI ke 5830 Post ke liye Recruitment notification jari kiya hai. Sabse pahle aap sabhi candidates is Clerk Recruitment notification check karne, Aur yadi aap iske eligibility criteria ko full fill karte hai, To aap iske liye online Form Apply kar sakte hai.
Post Name | General | OBC | EWS | SC | ST | Total Post |
Clerk XI | 2789 | 1087 | 694 | 746 | 481 | 5830 |
Aise kai candidates hai, Jo berojgari ke karan new vacancy ka wait kar rahe hai. Jiske bad IBPS Department ne Clerk-XI Post ke liye Recruitment notification release kiya hai. Sabhi candidates niche diye gaye direct link se Clerk Vacancy ke liye apply kar sakte hai.
IBPS Clerk-XI Vacancy 2021- Important Date
Apply Online Start Date | 12.07.2021 |
Apply Online Last Date | 01.08.2021 |
Fee Payment Last Date | 01.08.2021 |
Pre Exam Admit Card | August 2021 |
Pre Exam Date | 28, 29 August & 04 September |
Pre Exam Result | September/ October 2021 |
Mains Admit Card | October 2021 |
Mains Exam Date | 31 October 2021 |
Mains Exam (Final) Result | April 2022 |
IBPS Clerk-XI Recruitment 2021- Eligibility Criteria
Education Qualification :
- Candidates Passed/ Appearing Bachelor Degree In Any Stream From Recognized University.
- Read The Notification For More Details.
Age Limit :
- Min. Age : 20 Yrs.
- Max. Age : 28 Yrs.
- Read The Notification For Age Relaxation.
Application Form Fee:
- General, OBC Candidates : Rs. 850/-
- SC, ST Candidates : Rs. 175/-
- PH Candidates : Rs. 175/-
Selection Procedure:
- Prelims Exam
- Mains Exam
How To Apply For IBPS Clerk-XI Recruitment 2021?
Yadi aap IBPS Clerk-XI Recruitment 2021 (5830 Post) ke liye online apply karna chahte hai, To aap niche diye steps ko follow kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap IBPS ki official website @www.ibps.in par visit kare.
- Iske home page par “Recruitment / Career” Section par click kare.
- Ab vaha se “CRP Clerk-XI 5830 Post Recruitment 2021” ke link par click kare.
- Sabhi details padhne ke bad, “Apply Online” par lcick kare.
- Registration Form fill kare, Aur Documents upload kare.
- Apna registration fee pay kare.
- Registration form submit kar den, Aur ek print out nikal len.
-: Important Direct Links :-
Apply Online For Clerk Bharti | Click Here |
Clerk-XI Vacancy Notification | Click Here |
IBPS Official Website | Click Here |
IBPS Clerk Vacancy Details 2021 (State-Wise)
Total Vacancy Post : 5830 Post (State Wise)
Name of State | Total Posts |
Andaman & Nicobar | 03 |
Andhra Pradesh | 263 |
Arunachal Pradesh | 11 |
Assam | 156 |
Bihar | 252 |
Chandigarh | 27 |
Chhattisgarh | 89 |
Dadra & Nagar Haveli & Daman & Diu | 02 |
Delhi | 258 |
Goa | 58 |
Gujarat | 357 |
Haryana | 103 |
Himachal Pradesh | 102 |
Jammu & Kashmir | 25 |
Jharkhand | 78 |
Karnataka | 407 |
Kerala | 141 |
Ladakh | 00 |
Lakshadweep | 05 |
Madhya Pradesh | 324 |
Maharashtra | 799 |
Manipur | 06 |
Meghalaya | 09 |
Mizoram | 03 |
Nagaland | 09 |
Odisha | 229 |
Puducherry | 03 |
Punjab | 352 |
Rajasthan | 117 |
Sikkim | 27 |
Tamil Nadu | 268 |
Telangana | 263 |
Tripura | 08 |
Uttar Pradesh | 661 |
Uttarakhand | 49 |
West Bengal | 366 |
Total | 5830 |
Aap sabhi candidates diye gaye link se IBPS Clerk-XI Vacancy Application form bhar sakte hai. Iske bad aap apne Registration Number ke jariye Admit Card download kar sakte hai, Aur fir iske Exam me shamil ho sakte hai.
Yaha hamne IBPS CRP Clerk-XI Recruitment 2021 ki puri jankari share ki hai. Yadi aapko abhi bhi is recruitment se related koi aur details chahiye, To niche aap apna saval comment box me puch sakte hai.