Driving Licence Apply Online :- Hello Friends, Yadi aap Driving Licence online banvana chahte hai, Lekin aapko iske bare me koi bhi jankari nahi hai, To hamne aapke liye is article me Driving Licence and Learner Licence online banvane ki sabhi jankari share kiya hai. Indian Government ne Driving Licence se related work ke liye @sarathi.parivahan.gov.in portal ki shuruat ki hai. Is portal ke jariye kisi bhi State ka Driving Licence online banva sakte hai.
Aap sabhi nagrik Sarathi Parivahan Portal ke jariye Learning or permanent Driving Licence ke liye online application form fill up kar sakte hai. Aap niche bataye gaye tarike ke anusar Driving Licence ke liye online apply kar sakte hai. Hamne Driving Licence Form bharne ke liye Direct link & Step by Step details niche share kiya hai.
Apply Online Driving Licence
Indian Government ne Road Transport se related kisi bhi work ke liye Sarathi Parivahan Portal ki shuruat kiya hai, Is portal ke jariye sabhi State ke nagrik Learner Licence, Driving Licence, Conductor Licence, Driving School (DSL) ke liye Online application form apply kar sakte hai. Hamne niche in sabhi Licence ko online banvane ke liye Application form apply kiya hai.
Driving Licence Apply Online @sarathi.parivahan.gov.in
Site for Road Transport Service | Sarathi Parivahan Sewa |
Licence available | For all states. |
No. of vehicles registered so far | 30 Cr. + by June 2021 |
No. of DL Issued through Sarathi | 13 Cr. by June 2021 |
Services available at SARATHI | All the services of Regional Transport Office |
Application Site of SARTHI portal | https://sarathi.parivahan.gov.in/ |
How To Apply For Learning Licence @sarathi.parivahan.gov.in?
Yadi aap Sarathi Parivahan ke official portal ke jariye Learning Licence ke liye online Application form fill up karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
- Sabse pahle aap Sarathi Parivahan ke official website @https://sarathi.parivahan.gov.in/ par visit kare.
- Iske home page se “State Selection” par click kare, Aur apna State select kare.
- Iske agle page se aap “Learning Licence” ke link par click kare.
- Iske bad aap apne 2 wheeler or 4 wheelers select kare.
- Iske bad aap apna RTO Office Pin Code, Personal Details, Address enter kare.
- Form fill up karne ke bad, Fee pay kare.
- Form submit kare, Aur ek print out nikal len.
How To Apply For Driving Licence @sarathi.parivahan.gov.in?
Yadi aap Sarathi Parivahan ke official portal ke jariye Driving Licence ke liye online Application form fill up karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
- Sabse pahle aap Sarathi Parivahan ke official website @https://sarathi.parivahan.gov.in/ par visit kare.
- Iske home page se “State Selection” par click kare, Aur apna State select kare.
- Iske agle page se aap “Driving Licence” ke link par click kare.
- Iske bad aap “Learning Licence Number” enter kare, Taki DOB verify ho sake.
- Iske bad important Documents upload kar den.
- Form fill up karne ke bad, Fee pay kare.
- Form submit kare, Aur ek print out nikal len.
Driving Licence Name Change, Address, DOB Correction
Yadi aap Sarathi Parivahan ke official portal ke jariye Driving Licence me correction karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
- Sabse pahle aap Sarathi Parivahan ke official website @https://sarathi.parivahan.gov.in/ par visit kare.
- Iske home page se “State Selection” par click kare, Aur apna State select kare.
- Iske agle page se aap “change your address/ or change no. or duplicate DL etc” ke link par click kare.
- Iske baad aap apna DL no. with the D.O.B enter kare, Aur next par click kare.
- Ab aap apne Driving Licence me correction kar sakte hai.
-: Important Direct Links :-
Change address in Current DL | Click Here |
Sarthi Parivahan Application Status Check | Check Here |
Extracting your DL at Sarthi | Check Here |
आप सभी बिहार के नागरिक ड्राइविंग लाइसेंस और लर्निंग लाइसेंस के लिए इस ऑफिसियल पोर्टल के माध्यम से ऑनलाइन आवेदन कर सकते हैं| आवेदन करने की पुरी प्रक्रिया हम यहाँ अपडेट कर दिया है| आवेदन करने के बाद आप सभी इस सुविधा का लाभ उठा सकते हैं|
तो इस प्रकार हमने यहाँ इस पोस्ट मे ड्राइविंग लाइसेंस ऑनलाइन आवेदन की पुरी जानकारी हिंदी मे प्रदान की हैं| यदि आपको अभी इस जानकारी के सम्बन्ध मे कोई सवाल है तो आप निचे कमेंट के माध्यम से अपना सवाल हमसे पूछ सकते हैं|