Admission

Maharashtra Polytechnic Admission 2022: Fill Registration Form @dtemaharashtra.gov.in

DTE Maharashtra Polytechnic Admission 2022 :- Hello Friends, Maharashtra Technical Education Department ne Polytechnic Admission 2022 ke liye notification release kiya hai. Yadi aap bhi Maharashtra State me Polytechnic Diploma ka course karna chahte hai, To aap iske liye Admission Form online fill up kar sakte hai. Hamne is article me Polytechnic Admission 2022 se related sabhi details share kiya hai.

DTE Maharashtra Board ne Diploma in Engineering and Technology Courses me Admission ne ke liye notification release kiya hai. Aap sabhi candidates Maharashtra Polytechnic Admission ke liye apply kar sakte hai, Jiske bad DTE Maharashtra aapke 10th & 12th Class ke result basis par Merit list release karega. Maharashtra Polytechnic Admission Form 2022 bharne ke liye hamne direct link share kiya hai.

Latest Update :- Maharashtra Polytechnic Admission 2022 ke liye Application Form release kar diya gaya hai. Sabhi candidates niche diye gaye Link se iska Polytechnic Diploma Admission Form fill up kar sakte hai.

Maharashtra Polytechnic Admission 2022

Yadi aap bhi Maharashtra Polytechnic Diploma Engineering Admission ke liye Application form apply karna chahte hai, To aap sabhi candidates jante honge ki sabhi Institutes me Polytechnic Course me Admission lene ke liye aapko, Iske liye application form apply karna hoga. DTE Maharashtra is Polytechnic Admission ke liye Entrance Exam ka aayojan nahi karega, Aapke 10th 12th Result ke basis par Admission diya jayega.

Maharashtra me various Polytechnic/Diploma and Engineering Institute me Admission lene ke liye aapko iske liye online Application form apply karna hoga. Hamne niche Maharashtra Polytechnic Admission 2022 apply karne ke liye direct link share kiya hai. DTE Maharashtra Polytechnic Diploma 2022 online form kaise apply karna hai, Iski puri jankari aaj ke is post me share ki gayi hai.

Maharashtra Polytechnic Admission 2022- Overview

Organization NameDirectorate of Technical Education, Maharashtra
Article NameMaharashtra Polytechnic Admission 2021
Application DateJuly – Aug 2021 (Expected)
Admission DateSeptember 2021
LocationMaharashtra
Selection ProcessMerit List
Official Websitehttp://www.dtemaharashtra.gov.in

Maharashtra Polytechnic Diploma Registration Form 2022

DTE Maharashtra Department bahut hi jald Board Results ke jari ho jane ke bad, Admission Process shuru karega. Aap sabhi students ko Maharashtra Polytechnic Admission 2022 ke liye nline Registration form fill up karna hoga. Iske liye aap DTE Maharasthra ke official website @www.dtemaharashtra.gov.in par visit kar sakte hai.

DTE Maharashtra ne Polytechnic Admission ke liye Stream I & Stream II category me divide kiya hai. Sabhi candidates Stream I me Diploma in Engineering/ Technology ke liye aur Stream II me Diploma in Computer Applications and Business, and Diploma in Commercial Practice ke liye Application form apply kar sakte hai.

How To Apply Online For Maharashtra Polytechnic Admission 2022?

Yadi aap Maharashtra Polytechnic Diploma Admission 2022 ke liye Application form apply karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-

  • Sabse pahle aap DTE ke official website @www.dtemaharashtra.gov.in par visit kare.
  • Iske home page par “Online Application Maharashtra Polytechnic 2022″ ke link par click kare.
  • Iske agle page par “Apply Online” ke link par click kare.
  • Aapke samne ek Application FOrm open hoga, Jisme ye steps follo kare.
    • Step One – Registration
    • Step Two – Personal Information
    • Step Three – Upload Photo and Signature
    • Step Four – Educational Qualification
    • Step Five – Preview Your Application
    • Step Six – Payment of Examination Fee
  • Iske bad, Form submit kar den, Aur Application form ka ek print out nikal len.

-: Important Direct Links :-

Polytechnic Admission 2021Click Here
DTE Official WebsiteClick Here

Aap sabhi candidates is pakar DTE Maharashtra Polytechnic Admission 2022 ke liye online Application Form apply kar sakte hai. Yaha hamne Polytechnic Admission 2022 se related sabhi jankari share kiya hai.

Yadi aapke paas abhi bhi isse related koi saval hai, To aap apna saval niche comment box me puch sakte hai. Ham aapke har saval ka javab denge.

Leave a Comment