Maha TET Result 2021 :- Maharashtra State Council of Examination Pune (MSCE) ne TET Paper 1, 2 Result 2021 online release kar diya hai. Maha TET Result online iske official website @mahatet.in par release kiya gaya hai. Yadi aap bhi Maharashtra Teacher Eligibility Test (TET) Exam me present the, To ab aap Maha TET Result, Cut Off Marks & Merit List online download kar sakte hai. Sabhi candidates apne Application Number or Roll Number ke jariye Maha TET Result download kar sakte hai. Hamne is post me Maha TET Result 2021 check karne ke liye direct link share kiya hai.
MSCE ne Maha Paper 1, 2 Teacher Eligibility Test 2021 ka aayojan 21st November 2021 ko kiya tha. Ab MSCE Department ne MAHA TET Result Date 2021 jari kar diya hai, Jiske anusar December 2021 me MAHA TET Result, Cut Off online release kar diya jayega. Aap sabhi candidates MAHA TET Result, Cut Off Marks & Merit List 2021 check karne keliye is post me diye gaye Direct link ka upyog kar sakte hai.
Latest Update :- Maharashtra State Council of Examination Pune (MSCE) has released MAHA TET Paper 1, 2 Result 2021 on its official website @mahatet.in. You can get your TET Result through this article. A direct link to download the MAHA TET Result, Cut Off Marks & Merit List is given below.
MAHA TET Result 2021
MSCE ne Teacher Eligibility Test Paper 1, 2 ke liye Exam 21st November 2021 ko conduct kar chuka hai. Maharashtra sate ke bahut sare candidates is TET Exam me shamil huye hai, Aur ab Result jari hone ka wait kar rahe hai. MSCE December 2021 me MAHA TET Result jari karne vala hai, Jise aap online apne Roll Number & Name ke jariye check kar sakte hai. Sabhi candidates MAHA TET Result 2021 release ho jane par is article me diye gaye Link ke jariye result download kar sakte hai.
Jo bhi candidates MAHA TET Entrance Exam 2021 me shamil the, Ve apna examination performance & selection ke bare me janna chahte hai. Maharashtra TET Result, Cut Off Marks & Merit List officially result 1 Week ke andar jari kar diya jayega, Tab tak aap is article me bataye gaye tarike ke anusar Result check kar sakte hai.
MAHA TET Result 2021: Overview
Board Name | Maharashtra State Council of Examination (MSCE) |
Exam Name | MAHA Teacher Eligibility Test (TET) |
Article Name | MAHA TET Result 2021 |
Exam Date | 21st November 2021 |
Result Date | December 2021 (Expected) |
Result Status | Available Soon |
Official Website | https://mahatet.in/ |
Maharashtra TET Result 2021 Download
Maharashtra State Council of Examination (MSCE) ne TET Result 2021 online apne official website par jari kar diya hai. Sabhi students MSCE ke official website @mahatet.in par jakar TET Paper 1 & Paper 2 Result online download kar sakte hai. MSCE ne TET Result finally upload kar diya hai, Sabhi students ko apna Result online download karne ke liye MSCE ke site par visit karna hoga.
MAHA TET Paper 1, 2 Merit List 2021
MSCE Department ne TET Result & Merit List PDF 2021 online jari karne vala hai, Iske sath hi MSCE department ne Merit list bhi online jari kar diya hai. Yadi aap bhi is exam me shamil huye hai, Aur iske Cut Off Marks jitna marks score karte hai, To aapka name me is MAHA TET Merit List me present hoga. MAHA TET Result & Merit List PDF 2021 download karne ke liye diret link niche share kiya gaya hai.
How To Download MAHA TET Result 2021?
Yadi aap MAHA TET Result & Merit List 2021 online download karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
- Sabse pahle aap iske official website @mahatet.in par visit kare.
- Iske home page par “Latest Update” section par click kare.
- Ab agle page se “MAHA TET Result & Merit List 2021” ke link par click kare.
- Iske bad aap apna “Roll Number & Date of Birth” enter kare.
- Aapka Result aapke screen par show ho jayega.
- Result download kare, Aur ek print out nikal len.
Important Links
MAHA TET Result 2021 | Download Here |
Official Website | https://mahatet.in/ |
Details Present on MAHA TET Result
- Name of Test
- Exam Date
- Roll Number
- Centre Information
- Centre Name
- Name
- Minimum Marks
- Status
- Marks Obtained
Yaha hamne MAHA TET Exam Result 2021 ke bare me jankari pradan kiya hai. Hame ummid hai, Aapko yah article achhi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is exam se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.