Meghalaya TET Result 2021 :- Hello Friends, Meghalaya Education Department ne TET Result 2021 online release kar diya hai. Meghalaya Teacher Eligibility Test Merit List PDF online iske official website @www.megeducation.gov.in. par jari kiya hai. Yadi aap bhi MTET 2021 Exam me shamil huye hai, To ab aap Meghalaya TET Result, Cut Off Marks & Merit List online download kar sakte hai. Sabhi candidates apne Roll Number ke jariye MTET Result download kar sakte hai. Hamne is post me Meghalaya TET Result 2021 check karne ke liye direct link share kiya hai.
Meghalaya Teacher Eligibility Test 2021 (MTET) 09th October 2021 ko conduct kiya gaya tha. Ab Meghalaya Education Department ne MTET Result Date 2021 jari kar diya hai, Jiske anusar December 2021 me Meghalaya TET Result, Cut Off online release kar diya jayega. Aap sabhi candidates MTET Result & Merit List 2021 check karne ke liye is post me diye gaye Direct link ka upyog kar sakte hai.
Latest Update :- Meghalaya Education Department has released Meghalaya TET Result 2021 on its official website @www.megeducation.gov.in. You can get your MTET Result through this article. A direct link to download the Meghalaya TET Result, Cut Off Marks & Merit List is given below.
Meghalaya TET Result 2021
Meghalaya Education Department ne Teacher Eligibility Test (TET) ke liye Exam 09th October 2021 ko conduct kar chuka hai. Meghalaya sate ke bahut sare candidates is TET Exam me shamil huye hai, Aur ab Result jari hone ka wait kar rahe hai. MTET Result December 2021 jari ho chuka hai, Jise aap online apne Roll Number ke jariye check kar sakte hai. Sabhi candidates MTET Result release ho jane par is article me diye gaye Link ke jariye result download kar sakte hai.
Jo bhi candidates Meghalaya TET Exam 2021 me shamil the, Ve apna examination performance & selection ke bare me janna chahte hai. Meghalaya TET Result, Cut Off Marks & Merit List officially result 1 Week ke andar jari kar diya jayega, Tab tak aap is article me bataye gaye tarike ke anusar MTET Result 2021 check kar sakte hai.
MTET Result 2021: Overview
Board Name | Department of Education, Meghalaya |
Exam Name | Teacher Eligibility Test (TET) |
Article Name | MTET Result 2021 |
Exam Date | 09th October 2021 |
Result Date | December 2021 |
Result Status | Available Now |
Official Website | https://www.megeducation.gov.in/ |
Meghalaya TET Result 2021 Download
Meghalaya Education Department ne MET Result 2021 apne official website par jari kar diya hai. Sabhi candidates iske official website @www.megeducation.gov.in par jakar Meghalaya TET Result online download kar sakte hai. MTET Result finally upload kar diya gaya hai, Sabhi students ko apna Result online download karne ke liye iske site par visit karna hoga.
MTET Merit List PDF 2021
Meghalaya Education Department ne TET Result 2021 online jari kar diya hai, Iske sath hi department ne MTET Merit List PDF 2021 bhi online jari kar diya hai. Yadi aap bhi is exam me shamil huye hai, Aur iske Cut Off Marks jitna marks score karte hai, To aapka name me is MTET Merit List me present hoga. MTET Result & Merit List PDF 2021 download karne ke liye diret link niche share kiya gaya hai.
How To Download Meghalaya TET Result 2021?
Yadi aap Meghalaya TET Result & Merit List 2021 online download karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
- Sabse pahle aap iske official website @www.megeducation.gov.in par visit kare.
- Iske home page par “Latest Update” section par click kare.
- Ab agle page se “MTET Result & Merit List 2021” ke link par click kare.
- Iske bad aap apna “Roll Number & Date of Birth” enter kare.
- Aapka Result aapke screen par show ho jayega.
- Result download kare, Aur ek print out nikal len.
Important Links
MTET Result 2021 | Download Here |
Official Website | http://megeducation.gov.in/ |
Details Present on MTET Result 2021
- Name of Test
- Exam Date
- Roll Number
- Centre Information
- Centre Name
- Name
- Minimum Marks
- Status
- Marks Obtained
Yaha hamne Meghalaya TET Exam Result 2021 ke bare me jankari pradan kiya hai. Hame ummid hai, Aapko yah article achhi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is exam se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.