GSECL Vidyut Sahayak Admit Card 2022 :- Hello Friends, Gujarat State Electricity Corporation Limited (GSECL) Vidyut Sahayak Exam Admit Card online release kiya hai. GSECL ne apne official website @www.gsecl.in par Vidyut Sahayak Admit Card online release kiya hai. Sabhi candidates apne User ID & Password ke jariye GSECL Exam Admit Card 2022 online download kar sakte hai.
GSECL Vidyut Sahayak Exam 2022 ke liye date release kar diya gaya hai, Jiske anusar yah exam 17th to 21st January 2022 ko conduct kiya jayega. Yadi aapne bhi GSECL Recruitment 2021-22 ke liye form apply kiya hai, To aap sabhi candidates apna Vidyut Sahayak Admit Card online is article me diye gaye Link ke jariye download kar sakte hai.
Latest Update :- Gujarat State Electricity Corporation Limited (GSECL) is going to conduct Vidyut Sahayak Exam from 17th to 21st January 2022. Candidates can get their admit Card through this article. A direct link to download the GSECL Vidyut Sahayak Exam Admit Card is given below.
GSECL Vidyut Sahayak Admit Card 2022
GSECL ne Vidyut Sahayak ke liye Written Test conduct karne ja raha hai. GSECL yah Vidyut Sahayak Recruitment Exam 17th to 21st January 2022 ko conduct karne ja raha hai. GSECL ne Vidyut Sahayak Exam ke liye Admit Card jari kar diya hai, Jise aap sabhi candidates apne Registration no. & DOB ke jariye download kar sakte hai.
Hamne niche GSECL Vidyut Sahayak Admit Card 2022 download karne ke liye direct link share kiya hai. Sabhi candidates ke suvidha ke liye hamne Admit card / Call Letter download karne ke liye step by step method bhi share kiya hai. GSECL Exam Hall Ticket 2022 online kaise download kana hai, Iski puri jankari niche share ki gayi hai.
GSECL Vidyut Sahayak Admit Card 2022- Overview
Organization Name | Gujarat State Electricity Corporation Limited |
Examination Name | GSECL Vidyut Sahayak Exam 2022 |
Article Name | GSECL Vidyut Sahayak Admit Card 2022 |
Exam Date | 17th to 21st January 2022 |
Admit Card Status | Available Now |
Official Website | https://www.gsecl.in/ |
GSECL Vidyut Sahayak Exam Hall Ticket 2022
GSECL Vidyut Sahayak Recruitment Exam ke liye Schedule jari kar diya gaya hai. GSECL yah exam 17th to 21st January 2022 ko conduct karne ja raha hai. Jin bhi candidates ne GSECL Recruitment Form fill up kiya hai, Ve is Exam me shamil ho sakte hai. Jiske liye un sabhi candidates ka Admit Card online mode me jari kar diya gaya hai.
Sabhi candidates GSECL Admit Card Download karne ke liye niche diye gaye direct link ka upyog kar sakte hai. Aapko yah GSECL Vidyut Sahayak Admit Card download karne ke liye Registration No. & Date of Birth enter karna hoga. GSECL Vidyut Sahayk Admit Card 2022 download karne ke bare me puri jankari niche share ki gayi hai.
ID Proofs Required For GSECL Exam Verification
Yadi aap GSECL Admit Card download karne ke bad, Written Exam me shamil hone vale hai, To aapko Exam Centers par ye ID Proofs sath me le jane honge.
- Aadhar Card
- College ID
- PAN Card
- Voter ID
- Bank Passbook
- Ration Card
How To Download GSECL Vidyut Sahayak Admit Card 2022?
Yadi aap sabhi candidates GSECL Vidyut Sahayak Admit Card 2022 online download karna chahte hai, To aap niche diye gaye steps follow kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap GSECL ke Official Website @www.gsecl.in par visit kare.
- Iske website ke home page par “Vidyut Sahayak Admit Card 2022″ section par click kare.
- Ab iske agle page par aapko kuch details enter karne honge.
- Aapko apna User ID & Password enter karna hai.
- Sabhi details bharne ke bad, Aap Submit button par click kare.
- Aapka Admit Card screen par show ho jayega.
- Vidyut Sahayak Admit Card download kare, Aur ek print out nikal len.
Important Link for Admit Card Download
Vidyut Sahayak Admit Card | Download Here |
Exam Notice | Click Here |
Official Website | https://www.gsecl.in/ |
Details Present on GSECL Vidyut Sahayak Admit Card 2022
- Name of the Candidate
- Name of the Examination
- Gender
- Father’s Name
- Mother’s Name
- Latest Photograph
- Category of the Candidate
- Date of Birth
- Name of Examination Center
- Roll Number of the Candidate
- Address of the Center
- Time of the Examination
- Instructions for Candidates
- Signature of the Examination Authority
- Signature of the Candidate
Aap sabhi candidates is pakar GSECL Vidyut Sahayak Exam 2022 ke liye online Admit Card online download kar sakte hai. Yaha hamne GSECL Exam 2022 se related sabhi jankari share kiya hai.
Yadi aapke paas abhi bhi isse related koi saval hai, To aap apna saval niche comment box me puch sakte hai. Ham aapke har saval ka javab denge.