BIMS Login 2021 :- Hello Friends, Kerala Finance Department ne Bill Information and Management System (BIMS) ka shuruat kiya hai. BIMS ka maintenance Drawing and Disbursing Officers (DDO) karta hai. BIMS ke jariye Kerala Government sabhi contingent bills, staff salaries & other activities ka dhyan rakha jata hai. Yadi aap bhi DDOs ke candidate hai, Aur BIMS Login karna chahte hai, To is post me iski sabhi jankari share ki gayi hai.
Bill Information and Management System (BIMS) sabhi tarah ke treasure operation ko maintain rakhta hai, Kerala government ne BIMS ka upyog Treasury and DDO Login ke liye karta hai. Hamne aaj ke is post me Treasury and DDO login on BIMS portal ke bare me jankari diya hai. Aap sabhi candidates BIMS Login karne ke liye is Website @treasury.kerala.gov.in par visit kar sakte hai.
BIMS Login 2021 (Treasury and DDO)
Kerala Government dwara Bill Information and Management System (BIMS) ko operate kiya jata hai. Yah ek Drawing and Disbursing Officers (DDOs) dwara claim settlements ke liye e-Bill Portal hai. BIMS ko mainly Drawing and Disbursing Officers (DDOs) dwara hi chalaya jata hai. Yadi aap DDOs Department se related hai, Aur iske portal par login karna chahte hai, To yaha is post me iski puri jankari share ki gayi hai.
BIMS Kerala Login – Features
- DDOs Login.
- DDOs can approve the TR 59E.
- Generating the contingent bills.
- Paperless contingent bills.
- Contains the Bill Book and Bill Status.
- Submission of TR 59E by DDOs.
- Used for integration of State Budget
- Income and Expenditure Accounts.
- There is no POC in the contingent bills.
How To Login BIMS Portal @treasury.kerala.gov.in
Yadi aap Bill Information and Management System (BIMS) official portal par Login karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
- Sabse pahle aap BIMS ke official website @treasury.kerala.gov.in par visit kare.
- Iske home page par “Login” Section par click kare.
- Ab aap apna Username or 10 Digit DDO Code enter kare.
- Ab aap apna Password enter kare.
- Ab aap apna DDO Role select kare, Jaise ki DDO, DDO Admin, Admin etc.
- Ab Login button par click kar den.
BIMS DDO Portal Registration/ Renewal
Yadi aap BIMS DDO Portal par New Registration or Renewal karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
- Sabse pahle aap BIMS ke official website @treasury.kerala.gov.in par visit kare.
- Iske home page par “DSC Registration/ Renewal” Section par click kare.
- Ab aap apna DDO CODE & PIN enter kare.
- Ab aapke samne Registration Form hoga, Jise bhare.
- Is tarah BIMS DSC Registration complete ho jayega.
Adding TSB Account at BIMS DDO Portal
Yadi aap BIMS Official Portal par TSC Account Add karn chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare.
- Sabse pahle aap BIMS ke official website @treasury.kerala.gov.in par visit kare.
- Iske home page par “Login” Section par click kare.
- Ab aap apna Username or 10 Digit DDO Code enter kare.
- Ab aap apna Password enter kare.
- Apne profile me jane ke bad, Vaha aapko TSB Option dikhega.
- Ab aap TSB Account details vaha add kar sakte hai.
- Final account details submit kar den.
-: Important Links :-
BIMS Login | Click Here For Login |
BIS DSC Registration/Renewal | Click Here For Registration |
Add TSB Account | Click Here To Add |
BIMS Official Portal | https://treasury.kerala.gov.in/bims/ |
BIMS Contact Details | bams.keralatreasury@gmail.com 0471-2328471 |
Aap sabhi DDOs candidates is pakar BIMS Login 2021 online kar sakte hai. Yaha hamne BIMS Login 2021 se related sabhi jankari share kiya hai.
Yadi aapke paas abhi bhi isse related koi saval hai, To aap apna saval niche comment box me puch sakte hai. Ham aapke har saval ka javab denge.