Corona Vaccine Registration 2022:- Indian government ne Corona Vaccine Registration for 12-14 Years & Above Age ke liye start kar diya hai. Sabhi nagrik government ke official website @cowin.gov.in se Corona Vaccine ke liye registration kar sakte hai. Jo bhi nagrik 12-14 Years & Above Age ke hai ve is article me bataye gaye tarike ke anusar Corona Vaccine Online Registration kar sakte hai.
Hamne aaj ke is post me 16th March 2022 se shuru hone ja rahe hai, Corona Vaccine Registration for 12-14 Years & Above Age ke bare me jankari diya hai. India ke jitne bhi 12-14 Years ke log hai, Ve Corona vaccine lagvane ke liye Registration kar sakte hai. Covid-19 Vaccine ke liye Online Registration karne ke liya aap sabhi log Co-WIN Application ke official website @cowin.gov.in par visit kar sakte hai.
Latest Update:- भारत में अब 16 मार्च 2022 से 12 वर्ष या उससे अधिक वर्ष के बच्चो को भी वैक्सीन लगना शुरू हो गया है, यदि आप भी कोरोना वैक्सीन रजिस्ट्रेशन के लिए ऑनलाइन रजिस्ट्रेशन करना चाहते है, तो आप इसके ऑफिसियल वेबसाइट @cowin.gov.in पर विजिट कर सकते है. हमने इसकी पूरी प्रक्रिया निचे साझा किया है.
Corona Vaccine Registration 2022 for 12-14 Age
Aap sabhi Indian citizens jante honge ki abhi tak Indian government ne 15+ Age ke logo ko hi vaccine laga rahi thi, Lekin ab Indian Government ne naya Notice release kiya hai, Jisme kaha gaya hai ki 16th March 2022 se 12-14 Age ke logo ko bhi Vaccine lagaya jayega. Yadi aap bhi 12-14 Age ke hai, To aap 16th March 2022 se Corona Vaccine ke liye registration kar sakte hai.
Corona Vaccine Registration 2022: Overview
Article Name | Corona Vaccine Registration 2022 |
Department Name | Ministry of Health and Family Welfare |
Vaccine For | 12-14 Years & Above |
Vaccine Registration Start | 16th March 2022 |
Name of App | Aarogya Setu |
Official Website | cowin.gov.in |
How To Register for Corona Vaccine 2022?
Corona Vaccine Registration for 12-14 Years and Above ke liye step by step method niche share kiya gaya hai:-
- Sabse pahle aap Co-WIN Application ke official website @cowin.gov.in par visit kare.
- Aap sabhi log cowin.gov.in par jakar “sign in/ register yourself” par click kare.
- Iske bad aap apna Mobile Number enter kare, Aur OTP enter kare.
- Jaise hi aap OTP enter karenge, Aap Covid-19 Vaccine page chale jayenge.
- Yaha aapko apne Jaruri details enter karne hai, Aur Register button par click karna hai.
- Ab aap Appointment Confirmation page par chale jayenge.
- Ab aapko yaha apna Appointment confirm karna hai.
How to Find Your Nearest Vaccination Center?
- Sabse pahle aap Co-WIN Application ke official website @cowin.gov.in par visit kare.
- Ab iske home page par jane ke bad “Find Your Nearest Vaccination Center” ke link par click kare.
- Ab aapko yah website available slot karega, Jisse aap apne suvidha anusar Date select kar sakte hai.
- Aur fir sab final karne ke bad, Book Appointment button par click karna hai.
Important Links
Corona Vaccine Registration | Click Here |
Check Vaccination Center | Click Here |
Download Aarogya Setu App | Click Here |
Download List of Hospitals | Click Here |
Aap sabhi log Covid-19 Vaccine Registration karke Corona Vaccine lagva sakte hai. Yaha hamne Corona Vaccine Online Registration karne ke liye direct link aur step by steps method share kiya hai.
Yadi aapko abhi bhi isse related koi saval puchna hai, To aap hamse apna saval niche comment box me puch sakte hai.