SBI Apprentice Vacancy 2021 :- Hello Friends, States Bank of India (SBI) ne Apprentice Job ke liye Official Notification release kiya hai. SBI ne apne official website @sbi.co.in par Apprentice ke 6100 Post ke liye recruitment notification release kiya hai. Yadi aap SBI Apprentice Vacancy 2021 ka sabhi details check karna chahte hai, To aap is article me SBI Apprentice Vacancy 2021 se related sabhi details check kar sakte hai.
Yadi aap State Bank of India (SBI) Apprentice Job ke liye interest rakhte hai, To aap iske liye 06th July 2021 se online application form fill up kar sakte hai. Aap sabhi candidates sabse pahle SBI Apprentice Vacancy Notification read kar len, Aur yadi aap iske liye eligible hai, To online Application form fill up kar sakte hai. SBI Apprentice Bharti 2021 se related educational qualification, Age Limit, Application Fees and Selection Procedure niche share kiya gaya hai.
Latest Update :- SBI ne Apprentice ke 6100 Post ke liye recruitment notification release kiya hai. Aap sabhi candidates is vacancy ke liye 06th July 2021 se application form fill up kar sakte hai. SBI Apprentice Vacancy Form fill up karne ke liye link niche share kiya gaya hai.
SBI Apprentice Vacancy 2021
SBI ne Apprentice ke 6100 Post ke liye Recruitment notification release kiya hai. SBI department ek bahut hi badi Recruitment Exam ka aayojan karne ja raha hai, Aap sabhi candidates niche SBI Apprentice Vacancy 2021 check kar sakte hai. Hamne is recruitment se related sabhi jankari share kiya hai, Iske sath is Apprentice Recruitment ke liye Form fill karne ke liye, Direct Link & Step by step method bhi share kiya hai.
State Bank of India ne apne official website @sbi.co.in par Apprentice Vacancy 2021 Notification PDF release kiya hai. SBI 6th July 2021 se 26th July 2021 tak is Vacancy ke liye Application form accept karega. Ham aap sabhi ke sath SBI Apprentice Bharti 2021 ki sabhi details yaha is post me share karenge.
State Bank of India Apprentice Vacancy 2021- Overview
Authority Name | State Bank of India (SBI) |
Article Name | SBI Apprentice Vacancy 2021 |
Post Name | Apprentice |
Total Post | 6100 Post |
Application Date | 06th July 2021 – 26th July 2021 |
Apply Mode | Online |
Official Website | http://sbi.co.in |
SBI Apprentice Vacancy (6100 Post) Notification 2021
SBI Recruitment Board ne Male & Female Apprentice ke 6100 Post ke liye Recruitment notification jari kiya hai. Sabse pahle aap sabhi candidates is SBI Apprentice Recruitment 2021 ke liye Notification, Qualification, Selection process and Online Apply ke bare me yaha check kar sakte hai.
Category Wise Apprentice Vacancy
Category | Vacancy |
General | 2577 Post |
EWS | 604 Post |
OBC | 1375 Post |
SC | 977 Post |
ST | 567 Post |
Total | 6100 Post |
Sabhi interested candidates SBI Apprentice Recruitment 2021 ke liye online Application form fill up niche diye gaye Link se fill kar sakte hai. SBI Apprentice Vacancy ke liye form bharne se pahle iske eligbility criteria check kar sakte hai.
State Bank of India Apprentice Vacancy Details 2021
Total Vacancy : 6100 Post (State Wise)
State Name | General | OBC | EWS | SC | ST | Total |
Andaman & Nicobar | 7 | 2 | 1 | 0 | 0 | 10 |
Andhra Pradesh | 40 | 27 | 10 | 16 | 7 | 100 |
Arunachal Pradesh | 9 | 0 | 2 | 0 | 9 | 20 |
Assam | 111 | 67 | 25 | 17 | 30 | 250 |
Bihar | 24 | 13 | 5 | 8 | 0 | 50 |
Chandigarh | 13 | 6 | 2 | 4 | 0 | 25 |
Chhattisgarh | 31 | 4 | 7 | 9 | 24 | 75 |
Goa | 29 | 9 | 5 | 1 | 6 | 50 |
Gujarat | 318 | 216 | 80 | 56 | 120 | 800 |
Haryana | 67 | 40 | 15 | 28 | 0 | 150 |
Himachal Pradesh | 82 | 40 | 20 | 50 | 8 | 200 |
Jammu & Kashmir | 44 | 27 | 10 | 8 | 11 | 100 |
Jharkhand | 11 | 3 | 2 | 3 | 6 | 25 |
Karnataka | 80 | 54 | 20 | 32 | 14 | 200 |
Kerala | 41 | 20 | 7 | 7 | 0 | 75 |
Laddakh | 6 | 2 | 1 | 0 | 1 | 10 |
Madhya Pradesh | 31 | 11 | 7 | 11 | 15 | 75 |
Maharashtra | 167 | 101 | 37 | 37 | 33 | 375 |
Manipur | 10 | 2 | 2 | 0 | 6 | 20 |
Meghalaya | 21 | 2 | 5 | 0 | 22 | 50 |
Mizoram | 8 | 1 | 2 | 0 | 9 | 20 |
Nagaland | 9 | 0 | 2 | 0 | 9 | 20 |
Odisha | 160 | 48 | 40 | 64 | 88 | 400 |
Pondicherry | 6 | 2 | 1 | 1 | 0 | 10 |
Punjab | 148 | 76 | 36 | 105 | 0 | 365 |
Rajasthan | 261 | 130 | 65 | 110 | 84 | 650 |
Sikkim | 11 | 6 | 2 | 1 | 5 | 25 |
Tamil Naidu | 40 | 24 | 9 | 17 | 0 | 90 |
Telangana | 52 | 33 | 12 | 20 | 8 | 125 |
Tripura | 9 | 0 | 2 | 3 | 6 | 20 |
Uttar Pradesh | 361 | 236 | 87 | 183 | 8 | 875 |
Uttrakhand | 72 | 16 | 12 | 22 | 3 | 125 |
West Bengal | 288 | 157 | 71 | 164 | 35 | 715 |
SBI Apprentice Vacancy 2021- Eligibility Criteria
Education Qualification
- Candidates should have completed Graduation from a recognized University/ Institution.
Application Fee
- General/ OBC/ EWS – RS.300/-
- SC/ ST/ PWD – Rs.0/-
- Pay application fee through Debit Card, Credit Card & Net Banking
Age Limit
- Age limit as on 31.10.2020
- Minimum Age – 20 Years
- Maximum Age – 28 Years
- For age relaxation, check notification
Selection Procedure
- Online Written Test
- Test of Local Language
SBI Apprentice Vacancy 2021- Required Documents
- Mobile Number
- Birth Certificate
- 10th / Matric Marksheet
- 12th / Inter Marksheet
- Diploma Certificate
- Scanned Photo
- Scanned Signature
How To Apply Online For SBI Apprentice Vacancy 2021?
Yadi aap SBI Apprentice 2021 (6100 Post) ke liye online apply karna chahte hai, To aap niche diye steps ko follow kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap SBI ki official website @sbi.co.in par visit kare.
- Iske home page par “Recruitment / Career” Section par click kare.
- Ab vaha se “Apprentice 6100 Recruitment 2021” ke link par click kare.
- Notification download kare, aur ek bar padhe.
- Sabhi details padhne ke bad, “Apply Online” par click kare.
- Registration Form fill kare, Aur Documents upload kare.
- Apna registration fee pay kare.
- Registration form submit kar den, Aur ek print out nikal len.
-: Important Direct Links :-
Apply Online For Apprentice Vacancy | Click Here |
Download Apprentice Job Notification | Click Here |
SBI Official Website | Click Here |
Aap sabhi candidates diye gaye link se SBI Apprentice Vacancy Application form bhar sakte hai. Iske bad aap apne Registration Number ke jariye Admit Card download kar sakte hai, Aur fir iske Exam me shamil ho sakte hai.
Yaha hamne SBI Apprentice Recruitment 2021 ki puri jankari share ki hai. Yadi aapko abhi bhi is recruitment se related koi aur details chahiye, To niche aap apna saval comment box me puch sakte hai.